Chapter= 28
Rocky ka haith par chot lgi dekh kar Sara ko aur ek sawal sochna par majbur kar raha tha ki akhir in dono ma ho kya raha hai . Aur kya iss saab ka kya uska sapna se koi link hai. Sara kuch der ka liya space out hoo jati hai. Sara tuna abhi taak btaya nahi ki tum dono ma kya chal raha hai....
"Hn kya kaha tunaa ".
Tuu kaha khoi hui hai. Aur huma asa kuch kar ku laa ayi thi kuch hua hai kya. Nahi too voo to muja ajj ghar jaldi jana hai bs. Chalo Sara thodi aga bhag jati hai. Arra Sara sun too sahi . Issa ajj kya ho gya tha. Chalo hum bhi chalta hai. Vicky bhi Yuan ka sath Ghar Jana ko bolta hai. Par Yuan usa mana kar deti hai . Usa thoda kaam hai hum kl game khela gaa bol kar...
Yuan ghar jata time sochta hai ki ajj Sara ko kya hua . Voo thodi dur jata hai aur uski nazar Sara par padti hai . Voo usa pas bhag kar jata hai. Aur puchta hai Sara ajj class se jaldi ku agg gyi thi tum. Voo usa kuch kar pass ka bench par bitha deti hai . Jiska baad voo uski chot par ointment lagati hai. Yuan ki nazra Sara ki taraf dekhta hai.....
Kya yaa abhi bhi dard ho raha hai. Nahi yaa abb dard nahi ho raha hai. Kya tum usi wajah se gussa ho gyi thi. Maa gussa nahi thi bs muja tumhari fikar thi. Arra ya kuch nahi hai asi too muja bachpan maa bhot se chota lga hai. Fir Sara kahti hai chalo late ho gya hai ghar chalta hai. Taab Yuan uska haith pakad kar bolta hai mera pass do concert ka tickets hai kya tum mera sath chalo gii...
Sara tickets dekhti hai aur kahti hai yaa too meri favourite singer Taniya Shen ki concert ki hai. Issa tooa ek week se dekh rahi thi par yaa already book ho gyi thi. Tuja kasa pta ki muja ya concert dekhna hai. Tabhi Yuan kahta hai ki mena parso tuja notebook par iska naam likhta hua dekh liya tha. Aur Zoya se baat karta hua bhi. Par ya tickets tuja kasa mili yaa too already book thi.....
Yaaa itna bhi muskil kaam nahi tha . Mera ek friend hai joo tickets bachta hai. Ohhh! Too fir thik hai saam ko milta hai .....
Ok chalo abb ghar chalta hai . Sara ghar jati hi aur uski mom dekhti hai ki Sara bhot khus lgg rahi hoti hai . Sara kya hua hai badi khus lgg rahi ho beta . Kuch nahi mom muja Taniya Shen ka concert ka ticket mil gya hai. Acha wahi concert jo tuja doo week se nii mil raha tha. Hn mom tum bhi naa ajj kl ka bacha inn saab ka picha pagal hota rahta ho....
Mom please abb app fir se maat suru ho jao tabhi uska papa bhi aa jata hai arra kya hua aur kon fir se surur ho rha hai. Papa app ajj iss time ghar hnn jii app itni jaldi ku aa gya ho . Ajj bss ma site par gya tha jaha par jaldi kaam hoo gya. Too ma ghar aa gya . Acha aur kya chal raha tha. Kuch nii papa dekho muja concert ka ticket mil gaya hai. Acha iss par baat ho rahi thi tum bhi naa bacha abhi nii jaya gaa too kaab jaya gaa. Jaa bate thank you papa. Tum dono baap beti se too koi nahi Jeet sakta hai. Sara apna room maa jaa kar dress choose karna lgg jati hai.Voo concert kaa liya bhot hi excited hoti hai.....
