Cherreads

Chapter 6 - A story of helpher girl

Ek ladki ki kahani toh suniye hamare jubani karti thi chhote se pariwar joint family me bhi usne nibhaya kiredar prem se sare mil jate hain phir bhi chhuta huaa pariwar me darar aa hi jati hai darar n kabhi mitnewale phate dudh n kabhi milnewale pariwar me ekta sabko bhata lekin swarth hai dikh jata hamare joint family ki kahani esi alag hue toh judni kaisi aksar ham kuchh jyada hi bol jate hain bolne ke baad hi samajh aate hain sabne ham bahano ko rok lagai lekin hum na jaan prem me toh Radha Krishna ji ne prem kiya n khone ka dar n rone ka dar ek dusre me kho jana hi param prem hai aaj tak kuchh bhi samajh n aata log apne kaam nikalwate meri Ghar ki kahani hai nahi samajh aata sabka apna kaam nikal jata man joint family mana hai is dharti pr aana jana hai samajhna hai ab sabhi ke baat joint family me prem ki bhawna kab lautegi lagta hai ki sapna sapna hi rahrjayegi apne pariwar me bhi log bikhar gaye sare pariwar me fut se ho gaye n jane kab pariwar milenge mere khayal se kabhi na milenge

More Chapters