Ek baar ki baat hh maddhumakhhi pani pinne ke liye taalab ma gyi hui thhe tab vah useme dubne lagi tabhi ek chideya ki najar us par padhi tab usne ek patta tod kar taalab ma fake diya maddhumakhhi use patte par chad gyi fir maddhumakhhi ki jaan bach gyi usne uski sahyta karne ka vadha kiya kuch dino baad ek mukesh Naamke shikari shikar karne ke liye jungle me aya vah apna teer chideya par chalana chhta thha tabhi ye sab karte huye maddhumakhhi ne dek liya or vah shikari ke par ma dank marne lagi iss prrakar chideya ke uuper se nisanaa chhut gya or vah chideya vaha se udhe gye iss prrakar maddhumakhhi ne apna vadha pura kiya
Moral:- agar aap kisi ka bhla karoge too aapke sath bhi bhhla hoga
