Ek prayas...,............
Kahate Hain Paisa kamana mushkil Hai aur use gavana aasan khas taur per jab baat Ho gramin Bharat ki to yah baat aur bhi pukhtaa Hoo jati hai gaon mein log Kadi mehnat se Paisa kamate hain aur vah dhokhadhadi wali Yojana lottery ya inamu ka lalach Dene Wale logon aur companiyon ka aasani se nishana Ban jaate Hain iske Karan Ve Kisi bhi tarah ka nivesh karne mein saksham kit rahte hain ise aakhirkar yahi hota hai ki Paisa kamaya jata hai aur Paisa kharch bhi Kiya jata Hai Lekin Paisa badh nahin pata ek prayas Surya Kamra ki ek pahal hai jo ek Aisa gramin Bharat ke Nirman ka prayas hai jo Aarti group se Bhali bhanti sakshar Ho iske antargat vibhinn Vidya avdharna Jaise budget nivesh bachat jama aadi ko kitabon aur animation ke madhyam se saral aur aasani se samajhne yogya tarikhon se samjhaya jata Hai unhen yah bhi sikhaya jata hai ki vah arthik jhatakun Se kaise ubhar sakte hain aur Bina Kisi pareshani ya Kash main kuchh Apne aapatkalin ka prabandhan kaise kar sakte hain ek prayas pratyek gramin Bhartiya ko dhan ke sambandh mein samajhdar banane mein madad karne aur yah sikhane ka ek prayas hai ki vah Apne Amulya dhan ki bachat kaise kar sakte hain aur kaise ise badhakar apna bhavishya Ujjwal banaa sakte hain ...., aaiae jante Hain ek Sath gramin Bhartiya...
