Mera nam Rohit tha ma sadak ka pas me hi ek chota sa dhaba ma kam karta tha ab meri night shift ho gayi thi rat ko itna jada log aata nahi tha kuch truck driver hi aata tha bas
Mena rat ko karib 2:30 bja phone bajna ki aavaz suni Mena phone uthaya
Udhar se saas lena ki aavaz aayi
Mena puch - kya hua
Udhar se- kamra number 7
Mena pucha kya phone kat Gaya ma us din nahi gaya. Agla din fir se 2:30 min per fir call aayi saas lena ki aavaz
Me- kon
Udhar se- tumna mera kamra number 7 kisi or ko ku diya
Mena list dekhi vo kamra khali tha ma darta-darta us kamra ku taraf gaya light on-off ho rahi thi Mena kamra khola
Koi nahi tha bilkul saf bedsheet bhi sahi thi per jesa hi ma muda apna aap washroom ka nal on ho gaya ma dar gaya or kamra ko accha se lock kar ke bhar bhaga .
Agla din Mena malik se pucha vo Chup raha Mena fir pucha tab unhone dhera se bataya ki kuch sal phla ek aurat ki mot ho gayi thi hotel ma function chal raha tha usne bahut call kari lakin kisi ne nahi uthayi.
Tab se us kamra ma koi nahi jata or hamesa band rehata hai.Mena agla din hi vaha se nockri chord di.
