Hello aaj to musibaton n jaan Laga Di pareshan karne mein itni sari to samasyaen Hain unse bhi badhkar ek Se badhkar ek aur aaj Ham a jaane kyon Aisa Ho Gaya ki 3 din Se nind nahin a raha tha aur aaj ghar mein ek bhi Pani nahin tha iske Karan dimag Chala lag raha tha din bhar Bina pani ke rahana aur kam inke Karan atak jana hai jitna bekar experience hai aur din bhar bus Pani ki rah dekhna ki ab Na lae tab Nala per na laane ka naam hi nahin le raha hai aur Insan itna pareshan ho chuka hai yah usi ko samajh nahin a raha hai kyunki dhoop itni Hai Na Bahar ki tum kadam rakhoge to tumhare kadam jal jaenge pure, or usmein se Pani ki samasya jiske Karan dimag pareshani mein hai aisa lag raha tha na garmi kyon nahin Aaye waqt garmi aati hai aur sare samasya utpann hone lagti Hai Kabhi hydration problem create Karta Hai kabhi Pani create karta hai aur kabhi Koi samasya aur garmi garmi to itni badh gai hai kuchh bhi Kam me mann nahin karta hai karne ka
