Cherreads

Chapter 2 - loving without losing myself

Ek waqt tha jab pyar ka matlab tha khud Ko thoda kam kar dena apni needs ko side mein rakh Dena apni awaaz kar dena mujhe lagta tha yahi secrefice pyar ka proof hota hai lekin waqt ke sath mujhe yah samajh aaya pyar ka asali matlab khud Ko khona nahin hota balki khud ke sath rahakar pyar karna hota hai yah chapter vahi se shuru hota hai jab Maine sikha ki pyar aur self respect ek Dushman nahin hote

Loving without losing myself ka matlab tha pahle apni value ko accept karna yah mannna ki meri feelings extra nahin hai meri needs too much nahi hai aur meri boundaries koi punishment nahi balki protection hai main khud se kahta mujhe apna khyal rakhne ka haq hai

Aur jab aap yah hak khud Ko dekhna shuru kar dete Ho tab pyar ka experience hi Badal jata hai

Jab aap khud ko chhodana band kar dete Ho tab pyar thakne ki vajah sambhalne lagta hai

Pahle main pyar mein Proof dhoondta tha ab main price dhoondta hoon pehle main jyada Dena colloidy samajhta tha ab main balance ko loyalty manta hun kyunki Jo pyar aapko Khali kar de vah pyar nahin vah sirf aadat hoti hai

Kya pyar ka matlab hamesha Dena hota hai ya kbhi kbhi lena bhi zaroori hota hai

Loving without losing myself ka matlab yah bhi hai ki ab main har jagah fit hone ki koshish nahin karta Jahan mujhe adjust karna pade vahan nahin ruk sakta sochta Hun Jahan meri baat suni jaaye vahan main bolata hun aur Jahan meri presence ko lightly liya jaaye

More Chapters