Ma na apni Zindagi ma bouth si ase batay ke ha Jo ma ap sa share karo ge ka ap ya kam kabi be NAHI karna NAHI to sari life ap regret ma raho ga ASA kam karna ka bad ma har Roz sochta ho ka ku ASA kam sirf mare he qismat ma tha ka ya chez har kese ka Sath hoti ha ain sawalo ka javab ma Roz sochti ho ais Liya ma ya batay AP ka Sath be share karo ge ka shayad mujay ain ka javab mil jaya aur ma ya be sochte ho ka agar ya Kam AP na karo to ais ka Bina be AP apni Zindagi ma bouth kush hasal kar saktay ho aur apni Zindagi ma apna har kahwab pora kar saktay ho ais bat ka regret mujay sari life rahay ga ka Kash ASA kush keya Bina ma apni life fully enjoy kar sakte aur apna har kahwab ko real ma pora kar sakte jes bat ko soch kar ab ma Sirf yahi bat kah sakte ho ya soch sakte ho ka akhir ku ASA ma na keya to ab ma AP ka Sath share Karna wali ho apni pori story jes ma mujay AP ka sport aur payar dono he chiya Ma apni life ma busy larki apni family sa bouth payar karti the mara Sara focous apni study ma tha ma har time yahi sochte the ka mujay apna papa ka kahwab ko pora Karna ha mujay aun ko doctor ban ka deakhna ha ma apna papa sa bouth payar karti the apna papa ka Liya kush be kar sakte the per mujay Kay PATA tha ka ak din ASA be mare Zindagi ma Aya ga ka mujay apni Jan sa bar ka Jo apna papa azez tha mujay aun ka samay he khara hona par jaya ga wo be ase chez ka Liya Jes ke kabi maray papa ka agy value he NAHI the akhir ASA din mare Zindagi ma ku Aya chalay shoro karta ha jaha sa Mari Zindagi ma Sara change ana shoro ho gaya jes chez ka ma na socha be NAHI tha kabi hamay pori family ko Kam ke waja sa kese aur city shift hona per gaya starting ma sab kush pahlay ke tarha normal chal Raha tha sab hansi kushi rah Raha tha shoro ka 3 month to normal tarrka sa guzar gaya subha collage ka Liya Jana waha enjoy Karna study karni dosto ka Sath Maza Karna per Ghar wapsi a ka bahi behno ka Sath Ghar walo ka Sath time spend karna bathay karni kush sa rahna per ak din ASA a gaya ka hamay kush reason ke waja sa shift Karna per gaya Ghar per aus ka bad Jo hova wo shayad mare sab sa bari bool the.kush din guzar gaya Sara kush wasa he per sa wahi sab ak jasa he chal Raha tha per ak din ak larka Aya jesa ma jante NAHI the aus na a ka bola ka mara dost AP ko like karta ha ma na kaha ma AP ko jante NAHI ayinda mara Rasta mat rokna lakin wo Roz ka mamol ban gaya wo Baz na Aya per ak din wo larka maray samnay Aya Jo mujay like karta tha aus na muj sa bouth SE batay kahi lakin ma na gor na keya ma na samja ka kush din ma kud he samaj jaya ga lakin wo to Baz he NAHI Aya din ba din wo zayda he karta chala gaya
