Cherreads

Chapter 7 - ayaan Hua pareshan

Ayera bas chup chaap APNe kamre Mai baith kar roo rahi Thi tabhi Ayera Ki mummy aiyi our unhone aisa pretend Kiya

Ka unhe kuch Nahi pata voh Ayera ka pass gayi aur Kaha beta Kya Hua

Tum itna udaas kuy our room kuy rahi ho

College Mai koi problem Hai

Ayera na sir Haan Mai hilaya

Our phir Kaha mummy kuch Nahi

Bas college ke exams pass a rahe Hai

Isliya thodi pareshan Thi par Ayera ki mummy ne Kaha itni Si Baat mai

Tum roo kuy rahi ho

Kuch our Baat Hai

Par Ayera na mana kar Diya fir Ayera Ki mummy ne bola Ki mughe sab pata Hai beta

Our fir roone lagi Ayera thodi shock ho gayi

Our Kaha ap ko kesa pata Hai

Unhone Kaha mughe Sana ne sab baata Diya Hai Mai tumhe Kal hi hospital la jaungi our admit Karwa dungi Ayera

Na Kaha Mai theek hu

Unhone Kaha Ki

Kidney cancer Ghar rehkar theek Nahi ho sakta Mai doctor Sa Baat karungi our apni kidney apni pyaari Beti ko da dungi

Ayera yeh Baat sun kar shock ho gayi our Kaha Ki ap yeh kaisi Baat kar rahi ha par unhone Kaha tumhe kuch kehne Ki zarurat Nahi ha ham Kal hi tumhara papa ka sath hospital jayenga

Agle din Ayera college Nahi aiyi toh ayaan pareshan ho Gaya our usne Socha Ki Ayera doctor ka pass check up karwane gayi thi par uske baad uska koi

Call Nahi aya our na koi message

Usne Ayera ko call Kara par

Ayera us time hospital Mai Thi toh usne call Nahi Kara ayaan pareshan ho Gaya usne Ayera ko message Kara our Likha Ki

Hello Ayera tum AJ college kuy Nahi aiyi

Our tum hospital check up karwane gayi thi Kya Hua sab kuch theek Hai nah par Ayera ka pure 2 din tak na koi call aya our na hi koi message ayaan bahut pareshan ho Gaya Tha usne Socha Ki voh lecture ka baad teacher Sa Baat kar ka uska Ghar ki details nikalega par tabhi lecture ka beech Mai us ka mobile par Ayera ka message aya our ayaan padh kar thoda mayus ho Gaya

More Chapters