Hlo namskar sabhi ko jesa ki aap sbko pta main khud se hi kahani banati hu to Aaj bhi main aapke liye ek kahani lekr aayi hu main aapko parivaar main bare main kuch batana chahti hu pariwar se bada koe dhan nhi hota or pita se bda koe salaahkaar nhi hota hai ma ki chav se badi koe duniya nhi hoti bhai se achaa koe bhagidaar nhi hota behan se bda koe shubhchintk nhi hota isliye parivaar ke bina jina to ye jivan nhi hain hain isse Hume YHI sikh milti hain ki apne parivar se kabhi dur Mt ho parivaar Hume baar baar nhi milta ma baap Bhai behn se Hume baar baar nhi milte
