Part 4: Safalta ki jeet đđ
Kuch saalon baad Aman ek bada officer ban gaya. Usne apne mummy-papa ka sapna poora kiya aur apne gaon ke bachchon ki madad karne laga.
Aman hamesha kehta tha:
"Zindagi mein sangharsh jitna bada hota hai, safalta utni hi badi milti hai."
