Cherreads

Chapter 26 - Meeting you again

Chapter = 25

Kuki Yuan ki nazar too Sara pa thi . Voo maan maa kaha raha tha ki bs ek baar Sara uski tarf dekha . Tabhi Sara picha dekhti hai. Yuan ka face par ek alag ho smile aa gyi thi. Vicky bro mana kya mana koi jock sunaya joo tuu smile kar raha hai. Fir tabhi Vicky dekh ta hai ki Yuan too Sara ki taraf dekh raha hai.....

Sara ko tabhi Zoya bulati hai Sara ajj too Maths ka test milna wala hai. Yuan Vicky ko kahta hai hn tu kuch kahh raha tha. Ka tabhi teacher class to silent bolti hai. Vo class English ki thi jisma teacher unha 6 chapter nikalna ko bolti hai...

"Sabhi bacha is chapter ko pada gaa . Yuan beta chapter read karo".

Yuan jaab chapter read kar raha tha sari class ma silent hoti hai . Sirf Yuan ki hi awaaz aa rahi hoti hai Sara Yuan ko taraf dekh rahi hoti hai. Aur sochti hai Yuan padta time kitna handsome lgta hai. Uska dimag kharab tha joo usna usa break up Kiya ho gaa.....

Fir dusra hi pal voo ya bhi sochti hai ki asa kya hi hoo gya tha joo unma break up hoo gya tha. Kuch hi der maa class over ho jati hai. Teacher ka jana ka baad sabhi bacha apas ma bata karta hai ajj too Maths ka test milna wala hai. Zoya Niya Sara se sad ho kar kahti hai mera too test bhot karab hua tha muja too meri mom bhot mara gee ahhh!...

Tabhi teacher class ma aa jata hai . Class maa silent sence ho jati hai. Bacho ajj tumhara maa test duga. Samna Tina baithi hoti hai . Tina sabhi ko test distribute kar doo. Jasa ki sabhi ko pta hai iss test ma bhi Yuan na top kiya hai. Aur kuch bacho ka wasa ka wasa hi mask hai . Below average Mr. Shen unha danta hua kahta hai .....

"Tum saab ko samaj ku nahi ata hai . Tum apna high school ka akhri year ma hoo . Iska bas par tumha aga college select karna hota hai. Agar tumharaasa hi hal raha to tumha koi bhi acha college ma addmission nahi mila gaa. Tum saab studies ko ku nahi serious laa raha hoo.....

Isliya mana tum saab ki seat exchange karna ka dicission liya hai. Mr. Shen sabhi ki seats change karta hai . Jisma Zoya aur Vicky unka aga Niya aur Zhechen jo ki class ma 2 ata hai aur Niya ka cousin bhi hota hai. Sara ka benchmate Yuan hota hai .....

Sara aur Yuan dono hi maan hi maan maa bhot hi khus tha. Mr. Shen kahta hai. Sabhi bach apna apna deskmate ki studies ma help kara gaa. Yuan ki deskmate Sara ko banta dekh unki hi class ki Priya ko bhot hi gussa aa raha tha.Kuki Priya bhi Yuan ko like karti thi . Par Yuan na usa kabhi bhi attention nii de ....

Recess maa Sara Zoya aur Niya sath maa lunch kar raha hota hai. Sara apna khana ka bite hi la rahi hoti hai ki .Taab Niya Sara se kahti hai Sara tera Yuan ka sath akhir kya chal raha hai. Jisa Sara ko ek dam se cough hoti hai Zoya hn hn Sara bta kya chal raha hai...

More Chapters