Cherreads

Chapter 2 - A Story of chhati maiya aur unke bhakt

Doston aaj ham sunenge chhati maiya aur unke bhakt ki kahani ji haan ek bhakt thi jiska naam Suresh tha bachpan se woh etbaar kiya karta unke maa papa ji chhat puja karte hain unki ek chhoti bahan hai jiske naam surajmukhi naam tha har bar wahi karwaya karti chhat puja phir dono bhai bahan dhire dhire bade hue bahan ki shadi hui aur Bhai ki bhi shaadi hui ek ladki ka naam Diksha tha jise ki Suresh ko dost ki tarah ghar par aane jane laga dono sachhe dost rah gaye pichhe se badmashon ki dher aaye aur Diksha ko marne ki sajis ki lekin khair manao Suresh jo pahuch gaya dono ki pariwar shadi ke liye maan bhi Gayi dono ek dusre ko dil de baithe idhar surajmukhi ko dukh pr dukh ki suruaat roj klesh hona roj dande se mar khana roj hath jalana dusre ko jakhm dena mano uska aadat ban gaya jitni Suresh ke ghar wale sahi the surajmukhi ki susuralwale utne hi kathin kathor aur utna hi atachari lekin karti bhi kya ese kai saal bit gaye lekin unka bartaw change n huaa us budhiya ki bhi budhapa aai aur samay ne pahiye ko ulta hi ghumaya tang aakar surajmukhi ki pati surya ne apne sath hi rakhne laga dono apne bachhon ko lekar bahar gaye bachhe pade aur bade ho Gaye ab wah budhiya shila ne bahu ko jor se pukarane lagi surajmukhi ghar aai aane me karib do din ke saphar ke baad ghar aati hai khud thaki rahti hai toh shila boli beta mujhe maph kar beta maime tumhe bahut dukh diye Hain bitiya ab us budhiya ne surajmukhi ko hatne tak nahi de rahi hain ab boli beta tum mujhe chhod ke nahi jao toh surajmukhi rah jati hai budhiya shila ko apne kashton ko ehsaas ho gaya ab shila ki sewa bahut achhe se hoti shila ko mano maa beti ka sambandh jud gaya maa bani surajmukhi aur unki bitiya ban gayi budhiya shila chhodti hi nahi kuchh kaam bhi karna ho toh apne bete ko karne ko kahta use kahi n kahi dar tha jb bahu hame chhod kar jayegi toh kahi koi hame phir se darane na lage kyonki Surya bhagwan ji ne us budhiya shila ko ek ya do baar daraya kuchh der ke liye chhod kar gayi surajmukhi toh shila jor jor se pukarane lagi bachao hame bachao surajmukhi aai aur boli kya huaa maji ham yahi pe hain aapko kuchh nahi hoga maji ham yahi pe hain sant hokar aaram kijiye

Shila aaram karti hai ab uske agle hafte pran ko tyag karte samay bahu hamne tumhe bahut dukh diya hai beta mujhe maph kar de tabhi pran tyag deti hai ab sabhi 15f

Din ke baad apne kaam me lag jate hain ab surajmukhi bhi job karne lagi hai ab happy family ki tarah ghulmil kar rahane lage

More Chapters