Mohan aur Gopal.... mohan aur Gopal donon bhai Hain Mohan ne apni sari Barfi ek aalmari mai chhipa Di vah soch raha tha ki yah jagah bilkul sahi hai uski Barfi vahan surakshit Hain Ramu shyamu aur Minu koi bhi Barfi ko dhundhne vahan nahin aaega kya aisa hi hoga ya nahin ek din sab kamre mein Khel rahe the Mohan Ne tabhi jor se kuchh garne ki awaaz Suni usne socha Shayad yah bartanon ke girne ki aawajen hain aur is baat per jyada Dhyan nahin diya Raat mein chupchap vahan Jara Si Barfi Lene Gaya vah man hi man soch raha tha ki chalo itni der ho gai hai Jara Si Barfi kha leta Hun yah kya kahan hai meri Barfi dibba kahan chala gaya Mohan ko bahut chinta hone lagi ki uski Barfi ke sath kya hua na chahte hue bhi Mohan Ne himmat dikhai almari ke piche use apna dibba dikhai Diya vah jor se chillaya are yah kya hua reply to pura Khali Hain ise Kaun a Gaya mujhe Gopal ko jakar batana Hi padega Mohan jaldi se bhag kar Gopal ke pass gaya use bataya ki hamari sari Barfi gayab ho gai raha tha ki yah sunkar Gopal dukhi ho jaega lekin Gopal ke chehre per koi baat hi nahin tha usne Mohan Se kaha sirf tumhari Barfi Meri nahin Gopal ki barfi kaise ab tak uske pass hai Bhopal mein Mohan Se kaha chalo mere piche aao Mohan Ne vaisa hi kiya unha pardon ke piche kya hai vahan Barfi lekin kaise Ne Gopal se poochha Gopal Ne Mohan ko bataya Maine apni sari Barfi sirf ek hi jagah nahin Rakhi Thi balki use 10 अलग-अलग jagahon per pure ghar mein chhupaya tha isliye tumhari Jo Barfi gayab ho gai usmein Meri Barfi ka sirf 10 hissa Hee tha kya tumhare kahane ka matlab kya hai Mohan bola Gopal Ne Mohan ko samjhaya ki usne Apne Barfi chhipane ke liye अलग-अलग jagah chhune sirf ek jagah hi nahin hai ki aapko apna Sara Paisa ek thodha thoda Kai jagah lagana chahiye taki nuksan hone per bhi aapko jyada pakshata Na Ho isase aapka dusri jagah per lagaya Gaya dhan to kam se kam surakshit rahega aap uska FIR Anya jagahon per nivesh kar sakte hain beshak kam Paisa lagane ke Karan aapka munafa thoda kam hoga parantu usmein jokhim bhi kam hoga aap lagatar is tarah lab.......
