Ayaan our zoya sath Mai canteen toh Chale Gaye par ayaan kuch Bol hi Nahi raha Tha
Zoya ne pucha kya Hua tum sad Sa lag rahe ho ayaan ne kaha kuch Nahi Mai aisa hi hu
Zoya ne Kaha aisa Kon hota Hai
Ayaan na bola Mai hu aisa
Zoya ne pucha tumhe cotton candy pasand Hai
Ayaan ne uski taraf Dekha our Kaha cotton candy Kon khata hai voh toh bacche khate Hai
Zoya ne kaha bacche khate Hai ham bacche hi toh Hai
Ayaan ne kaha Mai yaha Sa ja raha hu
Zoya na Kaha arey ruko Mai toh Mazak kar rahi Thi
Tum kuch pena pasand karoge
Ayaan ne kaha very funny joke phir usne kaha kuch Nahi chahiya mughe
Zoya ne bola tum itne chidchide kuy rehte ho ayaan ne bola kuy Mai aisa lagta hu
Zoya ne kaha ha
Ayaan ne Kaha tumhe aik Baat pata Hai
Zoya ne kaha Kya
Ayaan ne bola Ki tum itna bolti ho samne vala Banda tumhari baate sun sun kar irritate ho Jaye zoya ne Kaha sach Mai
Ayaan ne kaha haa
Zoya na Kaha chalo yeh sab Baat chodo
Tum Mera friend banoge ayaan pehle thoda nervous Hua par usne ha kar Diya ayaan our zoya friend ban Gaye par voh daily canteen aate our zoya ayaan ko apni baate suna suna kar pakka dati ayaan aur zoya friend ban Gaye the par ayaan Abhi bhi Ayera Ko yaad Karta our message bhi Kara Karta Tha vahi Rehan ayaan our zoya ko aik sath dekh kar bahut jealous hota Tha par voh kuch kar Nahi sakta Tha voh daily un dono Ko dur Sa dekhta rehta Tha aur andar hi andar uska khun kholta rehta Tha phir usne kuch bada karne ka Socha vahi Dusri taraf Ayera apni bimari Sa juj rahi Thi par voh ayaan ko kuch Nahi batati Thi our use bahut kami se message Kara karti Thi aisa hi Karte Karte pure 3 Mahine beet Gaye our Rehan ka plan bhi ban Chuka Tha ab is kaahani Mai aik bada twist aane wala Tha
