Cherreads

Chapter 5 - my life dream

Ma ek middle class family se vilong karta huu mara ek sapna hh ki ma ek bada business man banana chhta huu lekin mare finenclliye scithvation thodi thik nhi jes se ki mare ko phle thodhi mahnat karni padege taki ma apna drem achive kar saku or mari life ma age bade saku mane apni life ma anke paresaniyo ka samna kiya hh jase kabhi health thik ne hona kabhi Passo ki kami aajana lekin mane kabhi haar nhi mani use ma Mari family ka bhi bhut saport hh jo hamasha mare ko life ma agge badne ki liye motivate karte rhte hh

More Chapters