Ma ek middle class family se vilong karta huu jaha in sab kaamo ko bilkul bhi mahtave nhi diya jata hh jase ki love story ya or bhi hh love marige etc. Lekin aaj ke samye ma ye sab bhut trande ma chale rha hh jesme aaj ke samaaj ke log bhi samil hh or kaam ko bhadava de rhe hh jisme aaj ke navyuvak jyda bhagg le rhe hh or aaj ke samye ka kaanun bhi asa bana diya gya hh jhha par maa baap ki baat ne sunkar unke ansamaj bachho ki baat suni jati hh lekin sarkar ko iss par jarur goor Karna chi ye or rhi baat mari to koi love story nhi hh baki aap ki kya rai hh comment me jarur batye thank you all of you
