Cherreads

Chapter 5 - ek chhalaawa

Chapter 5

Nilima ki achanak cheekh aayi .mai ghabraakr uta maine usse pucha Ki kya hua hai ,pr

Usne khidaki ki taraf ishara kiya .

Maine khidaki ke pas jaakr dekha ,to mujhe kuch bhi drawna nhi

Dikha.

Maine use pani diya ,aur ek baar

Fir pucha Ki kya dekh liya hai usne.

Wo bataane me thoda jhijhak rhi

Thi.

Usne mujhse kha ki Usne draawna sapna dekha hai .

Mujhe lga ki shayad thak gyi hai .

Isliye esa hua hoga.

Mai tab tak nhi soya ,jab tak maine use sula nhi diya.

Fir mai so gya

More Chapters