Chapter = 24
Abb too pkkaa kuch na kuch tum dono maa jrur chal raha hai . Sara aa jaa khana ready hai. Chalo kl milta hai abhi muja mom bula rahi hai ok good night. Hn mom aa rahi hu . Ajj dinner maa kya bana hai. Arr wah ajj to saab meri favourite dishes bani hai. Kya mom saab kuch didi kaa liya bnaya hai kya . Doo din se saab kuch teri hi to favourite dishes bani rahi thi. Ajj didi kaa liya bna diya too kya hoo gya . Fir Sara ka papa bolta hai acha acha chalo abb khana khata hai warna ya thanda ho jaya gaa.....
Aur dusri tarf Yuan bhi dinner kar raha hota hai ki tabhi uska papa ata hai Joo ki bhot hi stress maa hota hai. Arr ap aa gya jao hath muh doo lija khana tayar hai. Hn maa abhi ata hu. Fir Yuan apni mom se puchta hai mom dad ko kya hua hai . Voo thodi tension ma lgg raha hai. Kuch nahi beta unki company maa thodi tension chal rahi hai.....
Ku unki problem solve nahi hui kya . Pta nahi beta kya ho gya hai ajj kl logo ko Mr. Fu tumhara papa ka bhot hi purana partner hai fir bhi voo frud kasa kar sakta hai. Mr. Fu too wahi naa Rocky ka papa joo new year par bhi humara Ghar ata hai. Hn beta wahi uncle Fu tuu yaa saab chod aur khana kha yaa too bado ki baata maa choto ko tension nii lani cahiya...
Arr wah khana ki bhot hi achi khusbu aa rahi hai kya kya banaya hi . Dad app thik hoo naa . Hn hn beta muja kya ho gaa saab thik hai chalo khana khata hai. Yuan ka papa upar se too thik dikha raha tha par voo bhot hi parsan tha. Aur yaa baat Yuan ko bilkul acha se ptaa thi ....
Yuan aur uska mom dad khana khata hai fir Yuan ka dad usa trip ka bara ma puchta hai beta trip kasi rahi mja aya naa. Hn hnn dad trip par bhot hi maza aya humna tent lagaya aur mountain par gya kafi achi thi yaa wali trip. Ok beta chalo khana kha ka abb jaldi soo jao tum thak gya hoo gaa naa .ok dad Yuan apna khana phala khatm kar leta hai aur apna room maa chala jata hai. Yuan ka jana ka baad uski mom uska dad se puchti hai kya hua ajj app kuch jyada hi stress lgg raha tha. Company ki problem solve nahi hui kya . Nahi to ajj government officeer aya tha investigation ka liya aur kuch dino ka liya company ka operations par restrictions lga dii hai. Agar asa hi chalta raha too company ka stocks par bhi impact pada gaa . App tension maat lijia jaldi hi saab thik hoo jaya gaa app na kuch bhi galt nahi kiya hai too app ka sath bhi kuch galt nahi ho gaa chalo khana kha kar soo jata hai....
Yuan apna room maa jakar study karna lgg jata hai ki tabhi Vicky ka msg ata hai bhai ya notes wala incident kaab hua aur tuna muja kuu ni btaya kya humara bro bond itna bhi nahi hai ki tuu tera crush ka bara maa muja btaya . Bakwas band kar asa kuch nhi tha bss maa notes dena gya tha . Ok ok boss mana maan liya.....
Tuna maths ki problem solve kar lii jo Mr . Shen na trip se pahla dii thi . Arr bro mera network maa problem aa rahi hai ok good night. Vicky ka msg ka baad Yuan Sara ko msg karta hai soo gyi kya. Sara apna parents ka sath baithi hoti hai jasa hi uska phone par notification ati hai didi ap ka phone par kisi ka msg aya hai . Sara jasa hi dekhti hai ki msg Yuan ka hai voo room maa jana ka liya khadi ho jati hai. Kya hua beta kisa msg hai kuch nii mom Zoya trip ki photo's ka liya bol rahi hai. Maa usa room ma jaka send karti huu...
Thik hai par jyada der taak maat jagna warna aankho par aasar pada gaa . Ok mom abb maa room ma jati hu. Room maa jana kaa baad Sara nahi bss abhi abhi dinner kiya tha. Tum kya kar raha tha. Maa bhi abhi abhi dinner karna kaa baad maths ka work kar raha tha. Maths work voo bhi trip se ana ka baad bhi you are a true genius. Maa too itni thak gyi hu ki maths too kya kuch bhi karna ki himat nahi hai mujma too ....
Aur tum maths ka works tabhi too tum teachers ka favourite ho. Isa maa complement lata hu. Tabhi maa sochu tii tuu har baar top kasa karta ho . Tuu chup chup kar pratice karta hai naa aur top kar leta hai. That is not fair . Kya hua tuu achanak se chup ku hoo gya . Maa too sirf majak kar rahi thi . Gussa ho gya kya. Tabhi Sara Yuan ko call karti par Yuan uthata nahi hai. Sara fir usa msg karti hai itni see baat par gussa hona ki kya baat hai abb tum mera call bhi nii uthao gaa thik hai too raho gussa...
Kaha kar Sara phone rakh deti hai . Kii tabhi 2 min baad Yuan wapis se call karta hai par Sara ek bar ma too uthati nahi hai. Yuan usa msg karta hai ki Sara plz call utho . Yuan fir se call karta hai too Sara thodi der baad utha leti hai aur kuch nahi bolti hai. Sara sorry maa tumsa gussa ku hona lga voo too muja mom na bulaya tha too maa phone room ma hi chod gya . Sorry aga se kabhi asa nahi hoga . Plz gussa maat karo. Acha hn such maa mom ka sarr maa dar ho raha tha too unha dawai da kar aya tha. Ok muja lga ki meri baato ka tumha bura lga ho gaa par maa too mazak kar rahi thi. Hn muja pta hai aur teri baato ka muja kabhi bura lgg sakta hai kya.....
