Cherreads

Chapter 23 - Meeting you again

Chapter = 23

Yuan Sara ko msg karta hai tum abhi taak nicha ku nahi ayi tayar nahi hui kya. Jaldi karo Mr. Shen aana wala hai . Yuan ko thodi se tension hoti hai vo kabhi apna phone dekhta hai to kabhi gate entrance ki tarf . Par tabhi Sara aa rahi hoti hai . Uska ass pass usa ek spark light dekhti hai voo usa apni aanka haata hi nii pata hai.....

"Vicky usa kuch kah raha hota hai par usa kuch sunai nahi deta hai."

Bro tuu sun bhi raha hai maa kya kaha raha hu. Bro tuu kaha khoya hai . Vicky usa thodi hilata hai Yuan hnn kya hua hai kya bol raha tha tuu. Bro tuu kaha space out hoo gya tha maa tuja kaa se bula raha tha. Asa kya dekh raha tha tuu jisa tera deyan nahi tha maa bhi too dekhu.....

Vicky samna dekhta hai ooo too tuu iski wajah se asa ho gya tha kuki Sara aa rahi hai. Par tabhi Vicky ki nazar Zoya par padti hai joo samna se aa rahi hoti hoti hai. Ek min ka liya too uski bhi heart beat skipho jati hai. Vicky maan maa sochti hai arr yaa muja kya ho gya hai . Voo tino unka pass ati hai arr hum late too nahi ho gya naa sukar hai Mr. Shen abhi taak nahi aya warna ajj too khar nahi thi. Wasa yaa Mr. Shen hai kaha itna kahta hi Mr. Shen aa jata hai aur puchta hai sabhi bacha aa gya naa chalo hum breakfast karta hai aur fir wapis Ghar ka liya nikal gaa....

Unn sabhi kaa liya firmwalo naa special breakfast banaya hota hai. Sabhi maja se breakfast karta hai aur sabhi bus maa baith jata hai. Jata time bhi sabhi bacha maja karta hai games khalta hai aur ganna gata hai . Sabhi bacha thak gya hota hai ghar poch poch sham hoo jati hai . Bus bacho ko sida scholl laka jati hai jaha par sabhi ka parents aya hua tha . Sara ka bhi papa aur bhai aya hua tha. School pochna ka baad sabhi bacha ek ek kar kaa bus se utar taa hai. Aur apna apna parents ka pass jata hai . Yuan kii bhi mom ayi hui thi . Sara aur Yuan ka parents pass ma hi kada hua hota hai .....

Jasa hi Sara aur Yuan parents ka pass jata hai Sara ka bhai bolta hai papa usa din yahi bhaiya tha jo didi ko notes dena aya tha. Sara aur Yuan ek dam saa us kii taraf dekhta hai . Dusri tarf Zoya Niya Sara ki tarf ghur kar dekhti hai jasa ki aanko se hi ussa sawal puch sahi hoo ...

"Sara yaa kya chal raha hai".

Aur dusri taraf Vicky Yuan ki tarf dekhta hai tabhi Sara kahti hai papa voo kuch nii maa uss din mera notes class ma bhul gyi thi . Bss wahi dena Yuan aya tha muja. Acha asa kya beta . Hn hn uncle us din maa class se late nikla tha too mana dekh ki Sara apna notes class maa bhul gyi thi bs maa wahi dena aya tha aur mera ghar kaa rasta bhi wahi se jata hai...

Acha abb chalo bacho ghar chalta hai tum saab thak gya hoo gaa na . Sara jaldi jaldi kahti hai hn hn chalta hai . Sabhi bacha apna apna parents ka sath ghar chala jata hai . Par Sara rashta ma Rocky ko dekhti hai jiska chara par chot ka Nishan tha aur hatho maa se ghun nikal raha tha . Jasa ki voo kisi se bhot ladd kar aya ho...

Yuan ka ghar jana ka baad usa uski mom puchti hai beta kya voo ladki tumha pasand hai . Mom yaa app kya puch rahi hai. Arr joo mana pucha hai voo bta kya voo wahi ladki hai na jiski photo teri book maa rakhi hai. Mom app na meri book ko ku chua. Arr mana jan buch ka thodi na dekhi thi voo too maa tera room ki safai karna gyi thi too galti se mujsa voo book nicha gir gya aur voo photo dekh Lee mena .....

Kya naam tha uss ladki kaa maa kasa bhul gyi Yuan kahta hai Sara . Hn Sara naam hai . Beta vasa Teri choice bhot achi hai . Bhot hi sweet ladki lggi muja too voo. Hn mom bhot hi achi hai Sara aur app yaa baat abhi papa ko maat btana . Hn hn nahi btau gii kabhi usa ghar par khana ka liya too bul naa. Ok mom abb maa apna room ma jaa raha hu muja nid aa rahi hai . Ok beta ja jaka rest kar laa tuu maa tab taak dinner ready karti hui.....

Sara bhi ghar puch jati hai aur apni mom ko gale lgati hai mom maa aa gyi . Arr ata hi teri masti suru ho jati hai jaa jaka fresh up hoo jaa thak gyi ho gii naa. Hn mom itna lamba safar se too maa thak gyi hu par trip par jo maza aya naa uska samna too yaa thakawat kuch nahi hai . Acha beta to abb jaa ka fresh up hoo jaa aur thoda Aram kar laa taab tak maa khana ready ho jaya gaa...

Okk mom kah kar Sara apna room ma chali jati hai aur fresh up hoo kar bed par baith jati hai. Kii tabhi Niya kaa unka group ma msg ata hai . Sara akhir yaa saab kya chal raha hai bol kya tuu kuch chupa Rahi hai hum see hai. Yuan tuja tera notes dena ayi tha aur tuna huma nii bataya. Tabhi Zoya bhi kahti hai hn hn bol Sara ya akhir saab chal kya Raha hai mena trip par bhi dekha tha Yuan teri kuch jyada hi help nii kar raha tha ...

Arra ek hi sath itna Sara sawal . Maa saab ka jawab kl school maa deti hu naa abhi too saab rest karta hai na ata hi ku gussa ho gyi ho tum dono ...

More Chapters