Ma ek din dusre shar ghumane gya thha tabhi achhanak mare najar ek buddhe dadaji par gyi joki Kariban 70 saal ke thhe or road ke kinare batthe thhe lekin ma unko dekhkar najar andaz kar deta huu balki mare ko unhe ase najarandaaz nhi karna chi ye thha but unke pass jaker unke bare ma puchna chi ye thha or unko kuch khilana chi ye thha or unke help karni chi ye thhe vo mare life ki sabse badi galti thhe jise ma kabhi nhi bhul sakta or hum sab ko ase bato ka dhan rakhna chi ye Jesse ki hamare ko road ke kinare koi bhi bashara insaan dekhi to hame uski help jarur karni chi ye thank you all of you or aap comment jarur kare aap ki kya rai hh
