Cherreads

Chapter 22 - Meeting you again

Chapter = 22

Kya maa hass raha tha taab maa bhot hi sad tha ki tuu muja ignore ku kar rahi ho . Acha too mtlb tuu jealous thi . Hn hn kya jealous maa koi jealous nahi thi maa too bss yaa soch rahi thi ki mana kisi ka bich maa too ni aa gayi ....

Acha hn aur kya. Maan hi maan Yuan ko acha lgg raha tha ki Sara jealous thi jiska mtlb hai usa meri fikar hai . Taab Yuan Sara ko gala lga leta hai aur kahta hai ki agar future ma asa kuch hota hai too voo sida usa akar puch gii . Naa ki uss par shakk kara gii . Yuan aur Sara ek dusra ko tight hug karta hai....

Tabhi Yuan kahta hai lakin tum bhi too dusri class ka boys ka sath hass hass kar bata kar rahi thi muja ignore kar kaa . Konsa boys aur kaab mana baat ki . Wahi boys jin sa tum tent lagana ka baad baata kar rahi . Acha woo ku tum jealous ho gaya tha kya...

Yuan ek dam straight bolta hai aur nii to kya maa bhot hi jealous tha tuu muja ignore kar rahi thi aur unsa badi hass hass kar baata kar rahi thi. Oh acha hn tabhi Sara Yuan ka gall kichta hua kahti hai ara mera jealous boyfriend voo sirf mujsa Zoya ka bara ma puch raha tha .....

Par mana unha manha kar diya kuki Zoya ko abhi date nahi karna hai. Bs itni se baat hi acha asa kya. Hn bss yahi baat thi. Fir dono thodi dar ka liya waha par baith jata hai. Yuan Sara abhi tuna kya wish mangi thi Sara ku puch raha ho. Taki maa tumhari wish puri karna ma help kar saku . Maa apni wish tumha nahi btau gi kuki kahta hai ki wish btana se woo fir Puri nahi hoti hai ...

"Acha asa kya . Hn issi liya huma apni wish kisi ko nahi btani cahiya."

Sara ko thodi thand lgna lgti hai ki tabhi Yuan apni jacket nikal kar Sara ko dee deta hai . Thodi der baad dono wapis aa raha hota hai Yuan nicha baith jata hai Sara arr ya tum kya kar raha hoo . Sara tum thak gyi ho gii chalo ma tumha nicha laa jata hu . Acha chalo free ki ride mil rahi hai to maa kasa naa kar duu . Sara Yuan ki back par chad jati hai. Nicha ata ata Sara aur Yuan bhot sari baata karta hai. Thodi dar maa Sara thodi se serious ho jati hai aur puchti hai ki Yuan agar humara future ma breakup ho gya too tum kya karo gaa.....

Yuan kahta hai ki Sara tum asa achanak asa sawal ku puch rahi ho . Aur agar future asa kuch hota hai maa usa pahla hi humara rista ko thik kar du gaa . Kuki meri life ma sirf tum hi pahli aur akhri ladki ho gii....

Sara agar fir bhi humara rista break up taak pooh gaya too. Yuan too maa agar mujsa koi galti hogi too maa usa thik karna ki kosis karu gaa . Par asa kabhi nii hoga kuki maa too hamasa tuja hi meri first priority du gaa....

Aur hum breakup ku kara gaa maa too teri suni gaa na agar maa kahi galt hua to tuu muja sahi karo gii na to . Aur kya hua asi baata ku kar rahi ho tum . Bss kuch nahi bss asa hi pucha mana too . Tabhi voo nicha poch jata hai. Yuan Sara ko rest karna ko bolta hai tum thak gyi ho gii naa ajj Sara din ghumna ka baad good night Sara . Sara bhi Yuan ko good night bolna ka baad dono apna apna room maa chala jata hai....

Zoya aur Niya soo chuki hoti hai voo chup ka se jakar soo jati hai. Wahi dusri taraf Yuan jaab apna room maa jata hai Vicky soo chuka hota hai par yuan bhi jakar soo jata hai. Agli subha jaab Vicky uthata hai too dekhta hai ki Yuan . Too pahla saa hi uth gya tha aur voo tayar ho raha hota hai .....

Yuan tuu kab room ma aya Yuan jab tuu godaa bach kar soo raha tha. Acha tuu itni jaldi tayar bhi hoo gya . Maa jaldi nahi tuu late hai agar tuu abhi tayar nahi hua too tuu pkka late ho jaya gaa kyaa . Wahi dusri aur Zoya aur Sara koo Niya jagati hai utho dono warna hum late ho jaya gaa aur fir Mr. Shen subh subh gussa ho jaya gaa aur lecture suna ko mila gaa woo alag se utho dono . Yaa sunta hii Sara aur Zoya ek dam se uthati hai aur tayar hona lgg jati hai Zoya Sara se puchti hai Sara tuu kaab raat ko room maa ayi ...

Maa bs tumhara ana ka thodi hi dar baad aa gyi thi nicha bhot mosquitos tha naa . Nicha soya hi nii gya too maa bhi tabhi aa gyi thi par tum dono too ek dam gahri nind maa soo rahi thi. Acha hn kl bhot taak gya tha naa to room maa ata hi nind aa gyi thi. Lakin jo bhi kaho kl maja bhot aya haa naah hnnn....

Tabhi Yuan Sara ko good morning ka msg karta hai. Zoya phone uthana hi wali hoti hain ki Sara ek dam se phone utha lati hai aur kahti hai jaa tuu shower la laa warna hum late ho jaya gaa . Sara msg dekhti hai aur good morning ka msg karti hai. Yuan puchta hai ki kya tum tayar ho gyi ho Sara . Nahi abhi maa tayar ho rahi hu hum nicha milta hai kahta hi Sara phone rakh deti hai. Yuan ok ka msg karta hai.....

Thodi dar baad almost bacha nicha aa jata hai. Par Sara Niya aur Zoya rah jati hai . Yuan apna phone ko dekhta hai ki Sara na abhi usa okk ka bhi msg nahi dekha . Hai voo kahi fir se late naa ho jaya jisa Mr. Shen uss par gussa kara gaa. Voo gate ki tarf dekhta hai ki Sara bss Mr. Shen ka ana se pahla aa jaya...

More Chapters