Chapter = 3
Niya uski baato ko serious na laka majak ma taal deti hai . Aur uska late - night kaam Kam karna ko kahati hai. Dono fer waha se apna apna kaam par chali jati hai . Sara na Niya ki baat sui aur socha ki uska shayad ya vaham hai .Roj ki tarha vo apna kam ma busy ho jati hai ...
Fir kuch der baad uska boyfriend Rocky ka phone ata hai aur usa kahta hai ki Sara ma tumhari firm ka nicha hu . Ya suna ka baad Sara apna kaam settle kar ka nicha ati hai jaha par Sara ka college's usa kahta hai ki tumhara boyfriend bhout hi caring hai. Sara car ma bathti hai aur Rocky ka sath chali jati hai ...
Voo movie dekhta hai jisma movie ka kuch seans asa tha ki usa wapis apna Sapna ki yaad aa jati hai . Aur vo usma kho jati hai uska movie se deyan haat jata hai. Movie katam ho jati hai par usapta hi nahi chalta hai . Rockey us do- tim baar bulata hai aur puchta hai ki kuch hua hai kya tumhar deyan kaha hai. Par Sara usa kuch bata na saki aur kahati hai kuch nahi bs vo thak gyi hai aur ghar jana chati . Jisa Rockey ko thoda gussa aa jata aur kahata hai ki vo itna Kam karti hu ku hai jisa unha bhot hi kaam time spend karna ko milta hai . Par Sara kuch samjna ka mood ma nahi thi aur Rockey ko kahati hai ki vo khud se ghar chali Jaya ge...
Rockey bhi gusse ma tha aur Sar waha se taxi la kar ghar chali jati hai Rockey bhi apna ghar chala jata hai. Sara pura rasta yahi soch rahi thi ki kay vo sirf uska vaham hai jo usa roj ek hi sapna aa raha hai ya fir uska koi mtlb hai. Vo itni pareshan thi ki kuch samj nahi pa rahi thi . Vo apna ghar shower la kar rameen kahti hai aur sona chali jati hai . Usa fir vahi sapna ata hai par ajj kuch aur bhi usa dekhai deta hai. Jisma koi usa bhag Jana ko kahta hai . Par voo bhot hi roo rahi aur jana ka liya mana kar rahi hoti hai . Aur voo bhot sara khoon dekhti hai ....
