Cherreads

Chapter 9 - Meeting you again

Chapter = 9

Sara na ek lambi saas lee aur us msg par click kar diya . Aur agla hi pal vo apni ankea kholti hai aur wapis 2026 ma apna ghar maa poch jati hai. Usa yakeen nahi hota hai ki vo wapis 2026 ma aa gyi hai . Dukhi hota hua vo khud se kahti hai ki usa change gya sach pta karna ka. Niraj hoka vo bath jati hai par thodi dar baad vo fer se uthti hai aur ek pen aur notebook la kar saab kuch suru se likhti hai . Vo kase 2019 ma gyi aur kasa vo wapis ayi hai.....

Vo likhna suru karti hai ki sab se phla vo 2019 ma us ajeeb se msg par click karna ki wajah se gyi thi . Aur fer wapis bhi vo usi ajeeb se msg par click karna se ayi hai. Par abb usa ya smj nahi aa raha tha ki vo ab wapis kasa jya . Sara apna purana phone ko fer se dekhti hai ki agar vo msg fer se aa jya ....

Kafi der taak phone ko vo dekhti rahti hai par koi msg nahi ata hai. Phone ko dekhta dekhta Sara ko nid aa jati hai. Agli subh jab vo uthti hai too thodi nirash ho jati hai . Par vo khud se kahti hai ki kya hua abhi vo wapis nahi jaa sakti hai. Vo iss saal ma such pta karna ki koshis kara gii . Office ka liya vo tayar hoti hai aur ghar se nikal jati hai rashta ma vo Zoya aur Niya ko phone karti hai aur unki usual jagha par raat ko bulati hai....

Dono maan jati hai aur. Sara ka office pochta hi entrence par Rocky uska intazaar kar raha hota hai . Sara muja maaf kar do ma us din kuch jyada hi bool gya itna kahta hi Rocky Sara ko gala lagana lgata hai Sara bhi thik hona ki acting karti hai . Par uska Maan ma kahi kuch aur hi chal raha tha .Uska kuch achi vibs nahi ati hai . Usa ab saab kuch ulja hua sa lgta hai . Kuki usa yaad nahi tha ki usna Rocky ko high school ma Rocky ka kaab aur ku data ka lia hn kaha tha. Kuki usa jaab crush to Yuan tha. It's okk Rocky muja abhi thoda kaam hai . Okk ka Sara Rocky kahata hai ki hum fer milta hai tum apna kaam par jao.Sraa bina picha muda lift ma chali jati hai...

More Chapters