Cherreads

Chapter 5 - Meeting you again

Chapter = 5

Usa kuch na milna se uski bachani badti jati hai . Vo thak har ka zamin par bath jati hai aur rona lgti hai . Vo khud ma bata karti hai aur kahti hai ki muja kuch ki nahi mil raha hai , akhir high school ma asa kya hua tha. Thodi dar udas bathna ka bad vo ek dam se uthati hai aur car ki key laker nikal jati hai ...

Vo sidha apna mom dad ka Ghar jati hai kuki Sara apna ghar se dur khud ka appartment ma rahti thi. Uska ghar pochna par uski mom darwaza kholti hai aur usa puchti hai ki beta tum achanak se aa gyi koi phone bhi ni kiya tumna aur tum kuch parasan bhi lgg rahi ho . Tab Sara unsa puchti hai ki kya uska sath high school time par kuch hua tha . Jisa sun kar Sara ki mom ghabra jati hai aur bhot dimag swar ma puchti hai ki kya tumhare sath kuch hua hai kya. Sara parasan hota hua fer puchti hai ki mom kya mera sath high school ma koi accident hua tha kya...

Sara ki mom kahti hai ki tum itni pareshan ku ho kya kisi na tumha kuch kaha hai . Isa aga Sara ki mom kuch kahti voo sidha apna kamra ma chali jati hai . Voo darwaza band kar leti hai aur apna purna saman ma dudna lgg jati hai. Dudta samya voo soch rahi hoti hai ki usa please kuch mil jaya jisa uska vo darawna sapna ana band ho jaya....

Kuch saman ko bikrana ka baad Sara ko apna ek pura model ka phone milta hai Jo vo high school time ma use karti thi . Iska alawa usa ek album milta hai jisma usi kuch high school ki photo's thi . Jisma uski sara class ki photo thi jis ma se vo kuch logo ko bhul chuki thi. Bhot sochna ka baad bhi usa kuch yaad nahi ata hai. Bahar uski mom usa awaz lga rahi hoti hai Sara tum thik to ho kuch awaz to do , darwaza kholo Sara mom ko tumhari tension ho rahi hai . Par Sara apni soch ma dubi hui thi ki akhir jo usa yaad ni hai vo hai kon ....

Kuch time sochna ka baad Sara saman apni jagha par rakhti hai aur phone apna sath la kar darwaza kholti hai. Uski mom usa puchti hai ki kya tum thik ho. Sara apni mom ka asu puchti hai aur kahti hai ki vo thi hai . Aur ab us uska appartment ma jana hai uska bhot sara kaam panding rahta hai jo usa ajj ma pura karna hai.....

More Chapters