Cherreads

Chapter 6 - Meeting you again

Chapter = 6

Voo vaha se sida apna appartment ma jati hai . Kitchen se pani piti hai aur sofa pa bath jati hai . Usa kuch saman nahi aa raha tha ki akhir uska sath asa kya hua tha jo uski mom usa bata nahi rahi hai. Vo ya soch hi Rahi hoti hai ki uski friend Zoya ka phone aa jata hai aur usa kahti hai ki Sara aj muja bhot hi bada order Mila hai chalo kahi hang out pa chalta hai ....

Sara ka bilkul bhi maan nahi tha vo mana karti hai par Zoya zidd karti hai tabhi Niya usa phone la laate hai aur kahti hai ki tumha ana pada ga jaldi. Sara unhse address puchti hai aur kahti hai thik hai maa aa rahi hu.Voo usa ek street side stall pa bulata hai. Sara kuch der baad waha poch jati hai waha par Zoya aur Niya pahla ki aa chuki thi. Sara na thik hona ki kosis ki aur Zoya ko congratulate kiya fir unhona barbiecue aur beer ka order diya. Tab thaik order ata Zoya Sara ko kahti hai ki tum aj kal kaha bzy rahti ho koi phone ni kya Rockey ka sath fight hui hai jo mood off lg raha hai tumhara. Sara kahti hai nahi asa kuch nahi hai bs firm ma work jayda hai jisa voo tired ho gyi hai....

Ya kahta hi unka order aa jata hai vo barbiecie kahta hai aur Zoya ko cheers karta hai . Zoya aur Niya na kuch jyada hi pee li thi par Sara apna ek hi glass la kar bathi thi vo apna hi kayal ma khoi hui thi . Zoya usa nasha ma kahti hai ki usa apna dimag par jyada jor nahi dena chahiya . Usa lga ki Zoya ya nasha ma uska kaam ka bara ma bol rahi hai. Par usa kya pta ki vo usa uska sapna ka bara ma bol rahi thi ....

Raat ka 11 bhej chuka tha vo un dono ka liya taxi bulati hai aur unha ghar bhej deti hai. Fer vo waha se chal ka ghar jati hai . Ghar Jana ka baad Sara apna high school ka phone ko kuch der dekti hai hai usa on karti hai. Usa on karna ka baad Jo vo dekhti hai usa to voo haran hi rah jati hai .....

More Chapters