Cherreads

Chapter 8 - Meeting you again

Chapter = 8

Uska baad vo Zoya se puchti hai ki vo lada kon hai . Zoya usa karani ki nazron se dekhti hai aur kahti hai ki tum usa ni janti ho vo class ka topper student hai Yuan. Sara ko thodi karani hoti hai ki usa uski class ka topper kasa yaad nahi hai.....

Aachank se Sara picha mudti hai aur uski nazar Yuan pardti hai jo ki usa hi dekh raha hota hai. Kuch second ka liya vo ek dusra ki ankho ma kho jata hai. Tabhi Sara aga mudd jati hai. School over ho jata hai Sara apni dosto ka sath Ghar hi ja rahi hoti hai uski nazar Rockey par padti hai jo ki uska senior hota hai...

Jo ko school ka ek bigda hua bacha tha. Sara apna ghar jati hai aur apna purana Ghar ko dekh kar Sara emotional ho jati hai . Par usa yaad nahi ata hai ki uska parents na vo ghar ku bacha tha aur vo achanak city ma ku sift ho gya tha. Sara ka maan ma bhot sara sawal tha jinka usa jawab dudna tha . Vo apna room me jati hai aur apni dairy ko dekhti hai jo ki usa high school time par khoo gyi thi . Usa vo padti hai jisma usna lika tha ki usa Yuan par crush hai . Sara ko kuch samaj nahi ata hai. Ki future ma to uska boyfriend Rocky hai . Vo ek notebook nikalti hai usma likhnti hai ki usa sabse phla to ya pta karna hai ki uska sath asa akhir kya hua tha , unka ghar sift karna ka reason, aur usa jab Yuan par crush tha to usna usa btaya ya nahi....

Aur uska sab se bada sawal ki vo time ma picha kasa ayi . Vo soch hi Rahi hoti hai ki usna us ajeeb se msg par click Kiya tha aur vo agla hi pal vo 7 saal picha aa gyi . Usa jaldi se jaldi apna sara sawalo ka jawab dudna tha vapis jana se pahla. Par agla hi pal uska phone par fer se msg ata hai jis par vo sochti hai ki click Kara ya na kara....

More Chapters