Chapter = 7
Phone ma Sara na asa kya dekh ki vo chok gyi. Jasa hi Sara na apna purana phone on Kiya to dekha ki jo uska phone ka walpaper pa uski aur ek ladka ki photo thi jo uska classmate tha par usa yaad nahi ki vo tha kon. Uska baad usna apni gallery kholi aur dekha ki usi classmate ka sath uski bhoth sari photo's thi par usa unka bara ma kuch bhi yaad nahi tha....
Kuch der Sara na un photos ko scoll ki aur tabhi phone par ajeeb sa msg ata hai jasa hi Sara us msg pa click karti hai vo apna high school ma bathi hoti hai. Uska maths teacher usa sawal puchta hai par vo kuch answer nahi deti hai . Usa kuch samaj nahi aa raha tha ki vo hai kaha. Maths teacher ek baar fer se uska naam bulata hai par vo achanak se kadi ho jati hai aur apna aas pas dekhti hai....
Sara sochti hai ki to bilkul uska high school ka class room jasa lag raha hai . Aur ya unka maths teacher hai. Itni dar baad Mr.shen jo ki maths teacher tha vo Sara ko kahta hai ki kya tumha ya question ata hai . Sara shock thi vo kuch kahti tabhi Mr.Shen usa guess se kahta hai ki tumhar deyan kaha hai tumha ya simple se problem bhi ni ati hai ....
Aur usa bath Jana ko kahta hai . Tabhi dusra classmate ko uthata hai aur problem solve karna ko kahta hai. Vo classmate aur koi nahi wahi ladka tha jiski photo Sara ka phone walpaper par thi . Class over hota hi Zoya aur Niya Sara ka pass ata hai aur puchta hai ki tumhar class ka time kaha par deyan tha jisa Mr.Shen na tumha dataa....
Sara Zoya aur Niya se year puch to hai. Zoya kahti hai ki kya tum bimar ho jo asa ajeeb se sawal kar rahi ho . Sara fer kahti hai ki ka year hai. Niya 2019 hai ya suna ka baad Sara Niya ko usa pinch karna ko kahti hai. Niya usa jor ka pinch kar hai arr bhot dar ho raha hai mtlb ma such ma 7 saal pucha aa gyi hu Sara khud se ya kahti hai aur ek pal ka liya voo bhot khus ho jati hai ...
