Cherreads

Chapter 21 - Meeting you again

Chapter =21

Tabhi Sara kahti hai chod na Zoya thodi dar baad waha bhi pta hi chal jaya ga . Dekho sir aa gya aur sath maa Yuan bhi unka sath tha. Sabhi bacha puchta hai ki sir kya surprise hai taab Mr. Shen btata hai ki ajj hum firm walo na app sabhi ka liya ek bhot hi acha suprise tayar kiya hai jisma app sabhi ko group ma tent lagana hai....

"Sabhi bacha bhot hi excited ho gya aur apas ma group bna lata hai".

Sabhi bacho ko ek ek tent diya jata gaa jisa app sabhi ko instructions ka according bana hai . Sabhi bacha apna apna tent laa jata hai agar kisi bhi bacha ko kuch smj na aya too Yuan saa puch lana. Sabhi bacha tent lagana suru kar deta hai.....

Vicky aur Yuan saab se pahla apna tent lga leta hai . Arra wah dekh Sara Niya Vicky aur Yuan na itna jaldi apna tent lga bhi liya unha pkka phala se pta tha . Vicky ka bacha kitna jhutta hai. Tabhi Sara dekhti hai kii Yuan dusri class ki girls ki lent lgana ma help kar raha hota hai jisa usa aur bhi gussa ata hai. Arr Sara tuu udhar kya dekh rahi hai tent lagana ma dekyan daa naa voo dekh udhar se tent kharab ho gya hai . Jasa hi Sara ki nazar hati hai tabhi Yuan dekhta hai ki unn tino ko tent lagana ma problem ho rahi hai .Tabhi Yuan unki help karna jata hai voo Sara ki side help karna jata hai . Jisa vo uski side se Zoya ki tarf chali jati hai. Asa dekh kar Yuan bhot hi sad ho jata hai jisa usa pta hi nahi hota ki akhir voo gussa hai to hai ku . Kaa tabhi dusra bacha Yuan ko bulata hai Yuan naa karna wali hi hota hai ki tabhi . Waha par Vicky aa jata hai aur kahta hai ki bhai inka Wasa bhi almost tent lgg gya hai tuu udhar Jaa maa idhar dekhta hu. Par Yuan abb bhi kuch bolta tabhi Niya bhi kahti hai hn hn humara ho hi gya monitor tum unki help Karo jisa Yuan Sara ki taraf dekhta hai par . Usa koi response nhi milta jisa usa majburan jana padta hai.....

Par taab bhi Yuan Sara ko hi dekh raha hota hai . Voo dekhta hai ki Sara ka pass dusri class ka do boys aa kar unsa baat kar raha hota hai. Aur Sara bhi unsa hass kar baat kar rahi hoti hai jisa Yuan ko bhi jealousy hoti hai jis ki wajah se uska hath par halki se chot lgg jati hai.....

Sabhi bacho ka tent lgg jata hai Mr . Shen btata hai ki jiss jisa bacha ko tent maa sona hai voo tent maa soo sakta hai aur jisa room maa jakar Sona hai voo room maa soo sakta hai. Sabhi dinner karta hai games khalta hai fir dance karta hai aur photos click karna ka baad soo jata hai raat bhot ho chuki thi....

Kuch dar taak too sabhi tent par sota hai par macharo ki wajah se most of bacha room maa chala jata hai. Thodi dar baad Zoya aur Niya bhi Sara ko room maa chalna ko kahti hai par Sara mana kar deti hai maa thodi dar maa ati hu tum dono jao . Sara apna tent maa akeli baith jati hai kuki usa gussa ki wajah se nid nahi ati hai ....

Kii tabhi voo dekhti hai ki kisi kii shadow uska tent par ati hai voo ek dam se bahar nikalti hai ki tabhi Yuan uska muh par hath rakh deta hai aur kahta hai. Yaa maa hu mera sath chalo Sara uska hath hatati hai aur maa nahi aa rahi kahti hai. Ki tabhi voo uska hath pakad kar usa thodi dur uchai par laa jata hai. Sara yaa kya hai muja yaha par ku laka aya hai yaha par . Sara bss doo min. rukko tera liya ek surprise hai . Muja koi surprise nahi cahiya muja wapis Jana hai . Jaab taak Sara Yuan se ya kahti hai ki tabhi metro shower hona lgg jata hai. Sky pura tuta taro se bhar jata hai jisa Sara ki aanka khuli ki khuli raha jati hai. Wow yaa kitna sundar lgg raha hai....

Voo excitement maa Yuan ka hath pakad kar excited ho jati hai aur sky ki taraf dekhti hai. Arr ajj too metro shower hona wala tha maa kasa bhul gyi thi . Maa bhi kini budhu hu. Yuan chalo wish mangta hai kahta hai tuta tara se wish mangna se voo suchi maa puri hoti hai . 2 apni aanka band kar ka wish mangta hai . Sara muja jaldi se jaldi such ka pta lagana hai . Yuan meri yahi wish hai ki joo bhi Sara na wish mangi hai voo jaldi se puri ho jaya....

Uska baad Sara ko yaad ata hai ki voo too usa gussa hai to voo fir se pahla jasa expression bna lati hai....

"Akhir hua kya hai mujsa gussa ku hai tuu . "

Kya mujsa koi galti hui hai . Please Sara muja btao ki tum gussa ku ho . Tum pura din se muja ignore kar rahi ho. Naa msg ka jawab aur naa hi koi call ka jawab akhir mana asa Kiya kya hai . Taab Sara thodi low voice ma bolti hai kya tuna school beauty ko reject kiya tha. Yuan hn par isaka humsa kya relation hai yaa baat ko too kafi time ho gya hai . Par kll mana suna tha ki tumha kisi par crush hai . Agar tuja kisi par crush hai too muja ku date ka liya pucha tha . Tabhi Yuan ko thodi se hasi ayi hai. Jisa voo rokk kar kahti hai bss itni se baat thi . Baat ko ghuma maat arr baba ma ghuma nahi raha hu . Agar tuja yaa baat parashan kar rahi thi too sida mujsa ku nahi puch....

Hnn mera kisi par crush tha kya tuu. Par abb voo meri girlfriend hai . Agar muja kisi aur par crush hota too maa tuja ku girlfriend bna kaliya puchta . Par tumm too badaa has has kar ajj unn ladkiyo ki help kar raha tha...

More Chapters