Cherreads

Chapter 20 - Meeting you again

Chapter= 20

Sara tum soo gyi kya. Nahi too kya hua . Tum ajj bhot hi achi lgg rahi thi. Oh ! Thak gyi ho kya. Tabhi Zoya Sara ki taraf palat jati hai hnn muja nidd aa rhi hai good night. Bol kar Sara phone rakh dati hai aur sochti hai ki usa kisna kaha tha itna handsome dekhna ko muja too usa baat hi nii karni hai. Dusri taraf Yuan ko lgta hai kii kya Sara mujsa gussa thi . Par mana asa kya kiya . Nahi asa nahi hai maa ku h jyada hi soch raha hu. Voo bs thak gyi hai. Tabhi Vicky room maa ata hai aur kahta hai bro akhir tera aur Sara ma kya chal raha hai. Kya chal raha hai ka kya mtlb.....

Mtlb tuu acha se smj raha hai . Mana dekh tuja Sara ki plate ma khana rakhta hua. Kya tuna ussa confess kar diya kya. Asa kuch nahi hai voo too mana dekh ki voo uska favourite tha aur thoda hi bacha tha bss. Aur kuch nahi hai pkka naa. Acha chal yaa chod tuna dekha naa mera idea se Sara ki too aanka tujsa hatt hi nahi rahi thi . Acha such ma kya ....

"Ara aur kya ajj sabhi ladki ki aanka tujpar hi thi."

Okk okk abb chod chal sota hai kll jldi bhi uthna hai . Agli subha sabhi bacha 9 bheja nicha gether ho jata hai. Sara dekhti hai ki ladkiya Yuan koo dekhti hai smile aur apas ma baata kar rahi hoti hai ki Yuan. Too ajj kl sa bhi jayda handsome lgg raha hai hn sahi kaha tuna. Jisa Sara ko jealousy hoti hai. Yuan Sara ki tarf dekhta hua smile karta hai par uska sath ma khadi ladkiyo ko lgta hai ki voo unki taraf kar rahi hai. Jisa Sara koi expression nahi deti hai....

Yuan ko lgta hai ki shayad itna bacho ki wajah se vo asa kar rahi hai. Teacher Yuan ko sabhi bacho ko stick dana ko kahta hai ki sabhi bacha iski help se mountain par chada gaa. Yuan sabhi ma distribute karta hai jasa hi voo Sara ko deta hai vo uski taraf fir se smile karta hai par Sara fer se usa ignore kar deti hai....

"Yuan sochta hai kya Sara usa ignore kar rahi hai par ku?"

Uska baad bacha mountain par chal deta hai. Thodi dur par chalna ka baad Vicky kahta hai bro kya hua tuu kaha khoya hua hai. Kuch nahi chal tuu. Sara Zoya Niya chalta hua photos click karti hai tabhi waha par Vicky aa jata hai aur sath ma photos click karna ko kahta hai. Okk chalo photos click karta hai rukk ek minute maa Yuan ko bhi bula leta hu . Yuan chalo photos click karta hai . Yuan Sara ka pass jata hai tabhi Sara thodi dur se chali jati hai jisa Yuan ko yakeen ho jata hai ki voo usa ignore hi kar rahi hai ....

Sabhi bacha thak kar peak par poch jata hai . Mountain ka peak par bhot hi acha view tha . Waha par visiters ka liya baithna ka lya benches rakha hua tha. Sabhi bacha poch gya na koi bacha to nahi hai naa nahi sir. Sabhi waha par photos lata hai group photos hoti hai par . Sara Yuan ko ignore hi kar rahi hoti hai. Jisa vo usa msg karta hai kya hua hai kya Sara tum muja ignore ku kar rahi ho. Par Sara msg dekh kar ignore kar deti hai hai.....

Kuch time waha par spend karta hai aur lunch time bhi hoo jata hai . Mountain par choti choti doo tin stoll lagi hui thi sabhi bacha lunch karta hai . Aur sath hi maa choti choti saman ko bhi dukana thi jaha se bacha thoda bhot samanata hai. Zoya Niya aur Sara se kahti hai yaa dekho kitna sundar hai naa chalo tino ek ek lata hai . Sara ki nazar ek cute se key chain par padti hai . Joo voo Yuan ka liya late hai. Wahi Yuan bhi Sara ka liya ek pendent lata hai . Thodi dar waha par masti majak karna ka baad sabhi bacha nicha utarta hai . Yuan dekhta hai ki Sara thaak gyi hai voo usa pani ki bottle deta hai Zoya arr Sara tuu kya soch rahi la school prince tuja khud pani da raha hai pakad naa . Sara pani ki bottle laa leti hai jisa Yuan halki se smile karta hai.....

Sabhi bacha nicha utar time stick se ata hai kuki rasta teda meda tha . Nicha ata ata sham ho jati hai . Mr. Shen sabhi ko thodi dar rest karna ko kahta hai . Thodi dar baad sabhi bach yahi par aya gaa sabhi ka liya ek surprise hai . Surprise ka naam suna ka baad sabhi bacha khus ho jata hai. Aur apna apna room ma chala jata hai. Vicky Yuan saa puchta hai ki bro kya surprise Mr. Shen na rakha hai bta na . Muja kasa pta ho kya bro tuu too Mr. Shen ka favourite student hai na tuja to bta ho gaa na . Arr nahi yaar muja bhi nii bta . Pkka na ni btaya hn . Tuu kya kaab se apna phone par lga hai asa kisa baat kar raha hai muja bhi too dekha . Vicky dekhna ki kosish karta hai par yuan chupa leta hai aur kahta hai kuch nahi bss spam msg tha . Voo fir se Sara ko msg karta hai ki kya hua . Par voo koi jawab nahi deti hai .Thodi dar baad sabhi bacha nicha aa jata hai . Aur apas ma baata karta hai ki kya surprise ho gaa. Sara Niya aur Zoya se kahti hai akhir asa kya surprise ho gaa hum bhi excited hai jana ka liya....

Chalo Vicky se puchta hai usa pkka pta ho gaa voo saara time Yuan ka sath rahta hai aur usa pta ho gaa . Zoya uska pass jati hai aur puchti hai kya surprise hai Vicky arr muja kasa pta ho ku tuu monitor ka sath rahta hai aur monitor ko too pta ho gaa na. Yaa too kisi ko nahi pta hai. Usna muja bhi nahi btaya hai. Acha asa kya kya fayada fer monitor ka sath rahna kaa . Zoya thoda sad se ho jati jisa Vicky ko bhi sad sa feel hota hai . Arr muja ku fark padd raha hai bro kaha gya tuu...

More Chapters