Cherreads

Chapter 10 - Meeting you again

Chapter = 10

Office ma jana ka baad Tina ajj ka mera kya shedule hai . Mam ajj app kii ek meeting hai aur uska doo ganta baad Mrs. Shen ka case ka trial hai . Okk Tina you can go now kahta hi Sara apna kaam ma lgg jati hai . Trial ma Sara judge ka samna Mr. Shen ka during marriage cheating kaa prof rakti hai aur joint money ko kisi aur ma karch karna ka saraa sabut submit karti hai ....

"Thodi dar taak dona parties ma arguments chalti hai ".

In the end of the arguments trial Sara ka favour ma gya . Aur property 60 -40 ma divide ka order pass hua . Thank you so much Sara ajj tumhari wajah se muja justise mili hai ...

"It's my duty as a lawyer."

Tabhi Mrs. Shen emotional ho jati hai. Aur kahti hai hum dono college time se ek dusra ko janta hai aur shaddi ko bhi 10 saal ho gya tha . Fir bhi pta ni ku iss insan na muja dhoka diya . It's all right Mrs. Shen isma app ki koi galti nahi thi ...

Sara aur Tina wapis firm jati hai apna apna kaam katam karti hai . Sara apna dosto se milna ka liya nikal jati hai. Niya vaha par pahal se hi ayi huai thi.Sara kya baat hai tumna huma achanak milna ko ku bulaya saab thik hai na. Zoya ko ana do fer btati hu...

"Tabhi Zoya bhi aa jati hai ".

Aur kahti hai ki kya hua tab Sara kahti hai ki muja tumse ya puchna hai ki ma Rocky ka sath kaab relationship ma ayi . Muja kuch yaad nahi aa raha hai aur ek aur baat muja abhi abhi yaad aya . Kii muja too Yuan humari class ka topper par crush tha too ma Rocky ka sath kasa ayi...

"Yaa sunta hi Zoya aur Niya ka face ka rang hi udd gya "...

More Chapters