Cherreads

Chapter 11 - Meeting you again

Chapter= 11

Zoya aur Niya ek dusra ki taraf dekhti hai maan hi maan sochti hai.Ya Sara ko kasa pta chala kya usa kuch yaad aa gya hai . Tum dono ek dam se parasan ku ho gyi . Zoya aur Niya hadbadat ma kahti hai asi kuch baat nahi hai ya to bas hum chock gya ....

"Ki tum achanak se asa ki puch rahi ho . Kya hua hai."

Phala tum mera swal ka jawab do ki ma Rocky ka sath kasa ayi. Arra tumha Yuan par sirf kuch hi time crush tha fir tumha Rocky pasand aa gya . Aur school khatam hona ka baad Rocky na tumha confess kiya tum maan gyi . Zoya Kya such ma asa hi hua tha . Arra hn Sara tumha lgta hai ki ma jhut bol rahi hu to tum Niya se puch loo hn na Niya. Hn Sara asa hi tum aur Rocky sath aya tha...

"Sara vo yakeen nahi ho raha tha jo Zoya aur Niya na kaha maan hi maan usa kuch ajeeb sa lga."

Teeno dost kana kata hai aur ghar ka liya nikal jata hai. Sara ka jana ka baad Zoya Niya ko call karti hai aur khati hai. Kahi Sara ko kuch yaad to ni aa gya . Aj kal vo kuch ajeeb sa behave kar rahi hai. Agar asa hua to uski tabiyat fir se kharab ho jaya gee....

Sara ghar jana ka baad fir se apna phone ko dekhti hai tabhi achanak se wahi ajeeb sa msg ata hai. Sara bina kuch socha us par click karti hai. Aur wapis 2019 ma poch jati hai. Iss bar vo street per Yuan ka sath chal rahi thi . Usa samaj nahi aa raha tha ki ab vo kya kara usa to asa kuch yaad hi nahi tha. Raat ho chuki thi street bilkul khali thi Sara Yuan ki taraf dekhti hai aur kahti hai yaa to kitna handsome hai . Tabhi Yuan achanak se ruk jata hai aur kahta hai .

"Sara I Like You"

Arra ya kya ajeeb movement hai ma to iska liya prepare hi nahi thi aur muja yaad ku nahi ki Yuan na muja phala confess kiya tha . Akhir asa kya hua tha. Don't take pressure I know you don't like me but. Par muja ek baar apna dil ki baat tumha kahni thi.Sara bina kuch aur socha usa hn kar deti hai okk let's date . Yuan usa gala lga leta hai . Abb future ma jo bhi ho abhi ka liya ma yaa pal ma jeu gii aur such ka pta lga kar rahi gii .....

More Chapters