Chapter = 13
Tabhi Sara ka fir se msg ata hai kya tum muja jo Mr.Shen na jo ajj class ma karwaya tha vo muja dobara se smja doo gaa please . Sara ka kana se Yuan bhot hi khus ho jata hai aur tabhi usa call karta hai dono kafi dar taak baat karta hai . Tabhi Sara ki mom usa dinner ka liya bulati hai . Okay ma ab phone rakhti hu good night. Tabhi Yuan bhi apna room se bahar jata hai aur apna dad ko distribute dekhta hai . Dad kya hua app distribute lgg raha hai...
Kuch nahi beta bs company ma thodi tension chal rahi hai. Tumna dinner Kiya kya . Nahi too fer chalo dinner karta hai. Agla din Yuan Sara ka wait karta hai .Sara Zoya aur Niya ka sath ja rahi thi to vo unka picha jata hai . School janta time vo 4 dekhta hai ki Rocky kisi se ladai kar raha tha. Sara ko thoda ajeeb lgta hai aur sochti hai...
"Rocky high school ma ladai karta tha par vo future ma to asa nahi hai".
Tabhi Niya unha kich kar laa jati hai . Uss Rocky se dur hi raho vo ek number ka badmash hai. Class ma Miss . Zoe Sara se 1 question puchti hai jo usa pta nahi tha tabhi Yuan site par khada ho kar Miss .Zoe kahta hai ki teacher jo app na kl bta tha mera kuch doubt hai. Jisa teacher ka dayan Sara se hatt gya. Sara khus ho jati hai .
Tabhi class ma announcement hoti hai ki school ek trip organised kar raha hai. Jis jis students ko Jana hai vo apna apna class monitor ko note karwa da . Sabhi students excited ho jata hai . Zoya Sara aur Niya se kahti hai . Ya humhara school ka last trip hai bhot mja aya ga . Sabhi bacha apna apna naam note karwana lgg jata hai...
School over hona ka baad vo 3 pass ka cafe ma jaa rahi hoti hai ki tabhi Sara kise se takra jati hai . Kya tum andi ho tumha dekai ni deta hai kya . Vo admi us par chila da hota hai. Vo usa thapad marn ko hota hai ki tabhi Yuan uska hath pakkad lata hai . Mr. galti tumhari thi tum hi apna phone ma lgga hua tha . Too sorry tumha bolna cahiya . Tumhara pass kya prof hai . Mr. waha par deyan se dekho cctv camera lga hai ...
Tabhi vo dar jata hai aur sorry kaha kar chala jata hai. Wow class monitor tum abhi bhot cool lg raha tha aur help ka liya thanks. We are classmate it's ok. Zoya Chalo ajj ki coffee humharai taraf se .Zoya na saab ka liya coffee order ki par jaab payment ki bari ayi taab. App ki payment ho chuki hai Zoya payment ho chuki hai par kisna ki . Tabhi vo Yuan ki taraf isara karti hai.....
