Cherreads

Chapter 14 - Meeting you again

Chapter = 14

Zoya tabhi Sara se kahti hai ki kya tum dono ka bich ma kuch chal raha hai kya. Sara shock se ho jati hai aur fast se bolti hai kya mtlb kuch chal raha hai kya. Hum sirf classmate hai . Arra mana abi to kuch bola bhi nahi tha ki tum to ghabra gyi. Sach sach batao kya baat hai. Jis tarah class monitor tumhari taraf dekh raha tha ...

"Mmm bolo bolo arra tumha galat fami hui hai asa kuch nahi hai ."

Tabhi Yuan waha par aa jata hai . Kuch hua hai kya tum tino ka expression kuch thik nahi lgg raha hai . Tabhi Sara kahti hai kuch nii hua hai . Tumna humari payment ku ki . Zoya hn ya coffee to humari taraf se thi na. Yuan mera hota hua maa tumha payment kasa karna deta . Sara usi taraf gurr kar dekhti hai. Par ya too humari treat thi na....

Koi baat ni tum muja agli bar treat da dena. Ya kaha kar Yuan waha se chala jata hai . Niya jitna monitor ka bara ma suna hai ki vo bhot hi rude hai vasa lgata to nahi hai. Sahi kaha tumna Niya muja to abhi vo bhot hi cool lga. Tumhara kya kahna hai Sara....

"Hn muja bhi asa hi lgta hai."

Okk chalo ghar chalta hai bhot late ho gya hai . Sara mid - term aa raha hai tumna tayari ki kya. Kuch bhi nii maths to Mera sarr ka uppar sa jaati hai. Sahi kaha kass class monitor jasa agar koi huma padat to sayad hum pass ho jaya warna iss barr to muja bhot mar padna wali hai....

Chalo ghar chalta hai trip ki bhi too tayari karni hai . Yuan Sara ka aga wait kar raha hota hai. Sara bagg kar usa gala lga leti hai . Aur Yuan ko ajj ka liya thanks kahti hai . Tum meri girlfriend ho aur tumhari help karna meri duty hai isma thanks ki koi jrurt nahi hai. Yuan gussa jasa face bnata hai. Sara usa manata hua ..

"Okk baba abb gussa maat ho . Aga sa asa nahi ho gaa okk ".

Chalo abb smile karo smile . Tabhi waha samna se Saara ka bhai school sa aa raha hota hai. Sara Yuan ko ek side ma dhaka deti hai didi yaa kon hai arra ya meri class ka monitor hai. Yaa muja notes Dena aya tha. Okk brother apko didi ko notes Dena ki koi jrurt nahi hai kuki unha pdna to hai nahi . Kya kaha tumna ruk wahi rukk aur Sam bhag jata hai . Sara bhi uska picha jati hai aur Yuan ko bye bye karti hai .....

More Chapters