Chapter= 15
Dono ghar poch jata hai arra tum dono ku laad raha. Laadna band karo aur dinner ready hai freshup ho ka aa jao okk mom. Dinner karna ka baad Sara apna room ma jati hai . Tabhi Yuan ka msg ata hai kya tum soo gyi . Nahi abhi dinner Kiya hai aur tum kya kar raho....
Dono kuch dar taak call par baata karta hai . Kii tabhi Sara ki mom uska room ki light dekh kar uska room ma ati hai aur Sara ek dam se phone ko chupa dati hai....
"Sara bhot raat ho gayi hai ab soo jao. Okk mom maa sona hi jaa rahi thi good night."
Taab Yuan bhi Sara ko sona ka liya kahta hai . Agli subha bhot hi energetic thi . Par Sara school ka liya late thi . Par usa us din saab kuch acha lgg raha tha vo apna aas pas saab chize observe karti ja rahi thi . Road par achi achi khusbu aa rahi thi , bacha school ka raha tha , aur bhi bhot kuch Sara na notice kiya. Usa bhot hi acha lgg raha tha . Muja itna acha bhot time baad feel hua hai. Voo tension bari life ma khud ko hi bhool gyi thi .....
Sara 5 min. late ho jati hai . Sara tum late kasa hui tumha pta hai na school 9 bheja suru hota hai . Usa sir daat hi raha hota hai ki Yuan aa jata hai . Sorry sir ajj maa late ho gya .Arra koi baat nahi beta tumha kuch kaam hoga. Tabhi Yuan sir ko kahta hai too sir hum jaya humari class hai.Sir ka dhayan Sarase haat jata hai. Jisa Yuan Sara ko class laa jata hai.....
Arra ya Sara kaha gyi . Class ma jata hi Niya aur Zoya Sara tum ajj late kasa ho gyi . Tumha pta hai huma lga ki tuu ajj school aa nahi rahi ho. Aur tum dono sath kasa . Hum bss gate par mil...
"Oooo gate par mil hn mm ".
Abb tum bs karo chalo . Tabhi Yuan ka bestfriend Vicky usa puchta hai . Kya bhai ajj suraj kaha se nikla hai tuu late ho gya . Aur Sara ka sath baat kaha taak badi . Kya bakwas kar raha hai tum . Maa bakwas muja saab pta hai ki tuja Sara pasand hai don't worry maa kisi ko nii btau gaa bro.....
