Chapter = 16
Tabhi class ma teacher aa jati hai . Recess time ma Rocky bathroom ma Yuan ka collar pakad leta hai aur usa dumki deta hai ki tu apna papa ko bol ki jyada imandar na bana . Unki wajah se Mera papa kitna dono se parasan hai werna uska liya thik nahi ho gaa....
"Agar Tera papa na kuch galat nahi kiya to voo dar ku raha hai ."
Aur tumha bhi bado ka bich ma nahi ana chahiya . Yuan uska hath hatata hai aur waha se chala ja ta hai. Bahar ana ka baad Vicky Yuan se kahta hai ki Rocky ka ajj kuch jyada hi ho gya . Yaa baat bado ki hai usa bich ma aka asa nahi karna tha. Hum teacher ko complate karta hai chalo...
"Vicky chod na itna chota se mamla ka liya huma teacher ko parasan nahi karna chahiye."
Chalo class ma chalta hai class ka time ko gya hai . Last class maa teacher bacho ko trip ki information deti hai aur koi bhi kla late nahi hoga okk. Bacha excited ho jata hai aur goodbye teacher kaha kar ghar ka liya nikal jata hai....
Sara Niya Zoya roj ki tarha ada rasta taak sath jati hai aur trip ki tayari ki baat karti hai . Tabhi Zoya btati hai ki parso ko metero shower hona wala hai. Aur tum dono ki kitni tayari ho gyi hai. Sara mana to abhi taak kuch ni ki hai ,Niya mana too kal hi kar lii thi aur tumhara kya Zoya ?
Meri bhi lagbhag ho hi gyi hai bss. Chalo ghar jakar apni packing karta hai kuki muja to ajj raat ko nid hi ni ana wali hai . Hn hn chalo . Sara ki nazara roj ki tarha Yuan ko idar udar dekh rahi thi . Yuan ko dekhta hi Sara uski taraf jati hai . Dono sath ma ghar ja raha tha tabhi Sara puchti hai ki tum recess time ma kaha tha. Mana bhot der taak dekha par tum canteen ma nahi aya ....
Voo maa teacher office ma tha . Yaa teacher office ma kya teacher fir se huma bhot sara homework dena wali hai kya. Nahi vo too bs trip ka bara ma baat karna ka liya bulaya tha. Acha to fir thik hai. Wasa jayada topper hona bhi nuksan deta hai . Teacher thik se kana bhi nii deta hai. Tabhi Sara Yuan ka hath pakad kar usa dusri aur laa kar chana lgti hai . Arr hum kaha ja raha hai ya too galat rasta hai.....
