Chapter = 17
Hum bilkul sahi rasta par hai . Par yaa rasta too ghar ki taraf nahi jata hai . Too akhir hum kaha jaa raha hai . Arr tuu sawal bhot puchta ho . Kya sabhi topper itna hi swal karta hai kya . Abhi abhi aga ek naya restaurant open hua hai . Aur mana suna hai ki waha ka kana bhot hi acha hai .Tumna khuch kaya nahi hai na Chalo ajj meri treat hogi . Yuan reception par kana order karna jata aur Sara sit dhun kar baith jati hai . Tabhi receptionist kahti hai ki humhara yaha par ajj couples ka liya special dish hai kya app try karna chahata hai. Yuan couple sun kar bhot hi khus hoo jata hai. Okk par usma chili thodi Kam hi dalna okk sir .Yuan order dekar baith jata hai . Sara Yuan ko btati hai maa kll ki trip ka liya bhot hi excited hai . Hum dono ka sath ana ka baad ya humari first trip hai ....
Yuan ka ek ear red ho jata hai . Sara usa tease karta hua kahti hai . Tumhara ear red ku ho gya . Are you shy. Nahi to maa ku shy houu ga . Bss yaha par garmi thodi jyada hai na. Tabhi kana aa jata hai. Aur waiter kahta hai sir yaa raha app ka special couple order .Yuan loo khana aa gya chalo phala khana khata hai. Tabhi Sara dekhti hai ki ya saab chize uski favourite thi. Sara Yuan se puchti hai .Yaa too saab meri favourite dishes hai .....
"Tumha kasa pta ki yaa saab ?"
Of course muja too ya pta hona chahiya afterall ma tumhar boyfriend jo hu. Tabhi Sara uski taraf ek dam serious expression se dekhti hai . Aur maan hi maan sochti hai ki jaab vo future ma Rocky ko date karti hai usa kabhi bhi asa special feel nahi hua. Rocky na kabhi bhi usski pasand aur napasand chizo par dheyan nahi diya. Voo sirf apni pasand ki chiza Hi mangvaya tha. Usna kabhi bhi ek baar bhi mujsa nahi pucha ki mujhe kya pasand hai.....
Yuan Sara kya hua tum muja asa ku dekh rahi ho . Kuch nahi bss ma soch rahi thi ki tumna mera bara ma saab pta hai . Par muja to tumhara bara ma kuch bhi ni pta . Tumha kya kana pasand hai kya nahi. Bs itni se baat humhara pass bhot time hai dhera dhera hum ek dusra ko aur bhi acha se jana laa gaa. Tabhi Sara ka maan ma khayal ata hai ki usa yahi to nii pta hai ki uska pass aur kitna time bacha hai wapis Jana ma . Usa abhi too kuch pta bhi nahi chala hai ki akhir uska us sapna kaa kya mtlb hai . Chalo bhot hui baat khana thanda ho raha hai. Chalo khana khata hai....
Khana kana kaa baad Sara bill pa karna jati hai taab receptionist kahti hai ki app ka bill pay ho gya hai. Pill payment ho gya par kisna kiya. Tabhi vo Yuan ki taraf isara karta hua kahti hai ki tumhara boyfriend na payment kar diya hai. Sara bhot khus ho jati hai aur sochti hai ki ya pal yahi ruk jaya usa future ma nahi jana. Jo life voo abhi jee rahi hai usa wahi pasand hai...
Tabhi Sara bahr aa jati hai aur thoda gussa wala expression bna kar puchti hai . Tumna bill ku pay Kiya yaa to meri treat thi naa. Yuan thoda ghbra jata hai isma kya hua please gussa maat ho mana payment ki ya fir tumna ki ek hi baat hai na. Please gussa maat ho naa. Tabhi Sara hasna lgg jati hai . Arr tum to majak bhi nahi smjta tum to kitna jaldi dar gya....
Tabhi Yuan Sara ko gala lga lata hai aur kahta hai aga se pleasa asa majak maat karna. Tumha pta hai maa kitni tension ma aa gya tha . Chalo abb ghar chalta hai kal jaldi bhi uthna hai . Hn hn chalo chalata hai ...
Ghar Jana ka baad Sara trip ki tayari ma lgg jati hai . Voo apni sari dress mirror ma check karna lgg jati hai . Aur khud se kahti hai trip par sundar sundar dresses lgar jau gii . Akhir ya usi Yuan ka sath pahli trip hai usa acha to lgna hai. Voo Sara kamra ma dresses hi dresses bikhar deti hai . Arr Sara ya tuna apna kamra kaa kya haal bna rakha hai . Arr mom app bhul gyi kya kla maa trip par jaa rahi hu. Maa bhuli nahi hu par tuna ya room ma apni sari dresses ku falaa rakhi hai. Mom maa trip ki packing kar rahi hu . Beta tuu doo din ki trip par jaa rahi hai naa ki mahina bhar ki ....
Hn mom muja pta hai ki trip doo din ki hai par muja dresses to choose karni pada gii naa ki konsi Sundar hai . Tabhi too meri trip par achi achi photos aya gii naa. Chalo app muja bta ki konsi sabsa sundar lgg rahi hai. Beta tuu kuch bhi pahan tera par saab sundar lgti hai...
Aur chalo jaldi saa packing kar kaa aa jaa dinner ready hai. Okk mom maa bss thodi dar maa ati hu. Tabhi Sara apni dresses ki photo Zoya aur Niya par bhejti hai aur unse puchti hai ki inma se saab se sundar konsi dresses lgg rahi hai . Zoya arr Sara kya hua phala to tuu dresses par itna dhyan nahi deti thi too abb kya hua hai....
Arr asa kuch nahi hai yaa humari high school ki last trip hai huma achi achi photos lani hai naa memories ka liya. Tuu kuch bhi pahan tuuj par saab acha lgta hai. Tum dono bhi meri mom jasi ho unsa pucha to unho na bhi yahi jawab diya chalo thik hai fer maa abb paking karti hu good night subha milta hai . Okk Sara good night....
"Wahi dusri taraf Vicky Yuan ka ghar par gya hua tha Yuan usa puchta hai inma se mujj par konsi jacket achi lga gii . "
Arr humari cold prince ko ajj apni image ki tension kasa hui . Tuu too kabhi bhi inn saab chizo par dheyan nahi deta tha . Tuja too joo milta tha wahi pahan lata tha . Too fer ajj kya baat hai hnnn.
Kya Sara ko impress karna hai hnnn. Tujsa to puchna hi bakar hai . Arr cold prince koo gussa badi jaldi aa jata hai . Rukk ajj tuja Vicky the cool tuja btata hai ki kya dekh kar Sara tujse impress ho gii.....
