Cherreads

Chapter 19 - Meeting you again

Chapter = 19

Yuan dekho yaa bed kitna comfortable hai. Maa to itna lamba safar maa thak gya hu . Tabhi Yuan apna kapda nikal raha hota hai . Kapda nikalna ka baad voo bathroom ki aur jaa raha hota hai .Tuu kaha jaa raha hai bro muja shower lana . Ata hi tuu thaka nii kya saara rasta Sara ko sambal ta hua. Kya kaha aur kya tuja kya lga ki maa aandha hu . Bhala hi maa soo Raha tha par mana saab dekha hmmm...

Tabhi Yuan pillow uth kar Vicky ka muh par marta hua kahata hai agar kisis ko btaya naa too. Arr bro hum bro by heart hai tera secret mera dil ma hai aur voo wahi raha gaa. Tuu tension maat laa . Thik hai maa shower lana jaa raha hu. Muja sir na nicha bulaya hai . Arr ya Mr. Shen yaha bhi tera picha nahi chodta hai.....

Kya bakwas kar raha hai . Maa such hi too bol raha hu school ma bhi voo apna sara kaam tera saar pa hi dal deta hai. Yaha trip par bhi voo tuja enjoy ni karna deta hai. Yuan bakwas band kar aur thodi dar maa nicha aa jaa . Okk bro you are great joo kabhi nahi takta ...

Sara apni dresses dikhati hai aur puchti hai ki maa kya pahnu arr tuu kuch bhi pahan laa naa saab too itni achi achi hai. Hnn too chalo jaldi jaldi freshup ho jata hai fir nicha chalta hai. Sabhi bacha nicha aa jata hai . Sara white frock ma bhot achi lgg rahi thi . Nicha ata hi Vicky Yuan koo kahta hai dekh bro Sara kitni achi lgg rahi hai naa.Yuan ki too aanka usa haat hi nahi rahi thi jisa voo khana grill kar raha tha usa uska haith thoda saa jal sa jata hai. Ouch arr bhai kya kar raha hai . Muja pta hai ki Tera pura dhyan Sara par hai lakin bro thoda see attention idar bhi daa daa warna yaa saara khana jaal jaya gaa . Aur Mr. Shen tuja too kuch ni bola gaa par voo muja kacha ko kha jaya gaa .....

Bakwaas band kar aur jaldi se isa katam kar . Jaab Yuan kana grill karka uthata hai Sara ki aankhein khuli ki khuli rah jati hai sath hi baki class ki bhi kuki Yuan na bhi white jacket Dali Hui thi jisma voo ek daam dashing lagg raha tha. Tabhi Sara ka pass dusri class ki bhi girls kahdi hui thi.....

Girls apas maa bata karta hui kahti hai ki muja too pta hi nahi tha ki cold prince white jacket ma itna dashing lga gaa. Koi itna perfect kasa ho sakta hai padai ma bhi aur looks ma bhi. Asi kon se ladki hogi jo uski attention laa paya gii . Kuki pichli mahina hi usna school ki beauty ko reject kiya tha. Acha par tuja kasa pta meri na ek cousin uski class ma hai voo muja bta rahi thi ki Yuan na usi muh par hi reject kar diya . Aur muja too yaa bhi suna maa aya hai ki Yuan ko kisi ladki par crush hai....

Tabhi Sara unka tokta hua kahti hai ki tum konsi class se ho tumha kina ya right diya ki tum kisi ka bara ma rumours falao. Taab voo ladkiya waha se chala jati hai aur apas maa kahti hai maa too sirf joo such hi bta rahi thi. Tabhi sir sabhi koo bulata hai aur bone fire jalata hai sabhi bacha dance kar raha hota hai ek dusara ka sath. Vicky Zoya Niya aur Sara ka pass jata hi aur kahta hai can we join you Zoya ofcourse tabhi voo Yuan ko bhi kuch kaa laa ata hai. Sabhi mja ma dance karta hai photo's lata hai . Niya Vicky ko un tino ki photo's lana ko kahti hai. Kuch photos ka baad Vicky 5 ki photo's lata hai . Jisma Yuan Sara ka sath photos kichwata hai.....

Khana ka time ho jata hai ek bada sa table lagaya hota hai jisma sabhi bacha ek sath baith jay. Zoya Niya Sara Yuan aur Vicky ek sath ma baith jata hai . Jisa Yuan chupka saa uski plate ma uski favourite dish jyada rakhta hai . Tabhi Zoya Sara ki tarf dekhta hua aarm se kahti hai ki akhir yaa chal kya Raha hai hmmm....

Sara usa hath marti hui kahti hai chup kar asa kuch nahi hai tera dimag ma sirf kachra hi bara hua hai. Chup kar ka khana kho dono . Warna ya thanda ho jaya gaa. Khana kana ka baad Mr. Shen sabhi bacho ko kahta hai ki chalo abb raat bhot ho gyi hai abb saab apna apna room ma jaar soo jao kal jaldi uthna hai aur hum kl mountain par jai gaa. Bacha excited ho jata hai aur okk sir kahta hai....

Room maa jana ka baad Sara Zoya aur Niya sona ka liya bed par laate jata hai aur baata karta hai kii ajj kitna mja aya na aur mana too ajj pahli baar class monitor ko itna dashing look ma dekha hai . Wasa to voo scholl uniform ma bhi cool lgta hai par ghar ka kapdo ma too ek dam super cool lgg raha tha na yaar ...

Kuu Sara sahi kaha na hn cool to lgg raha tha . Niya sahi kaha pta ni voo konsi ladki hogi joo Yuan ki girlfriend bna gii roj itna handsome chara dekha gii . Tabhi Zoya kahti hai mana suna hai kii monitor ko kisi ladki par crush hai akhir voo kon ho gii aur kasi dekhti ho gii . Sara ghabrata hua muja kya pta muja ku tuu asa dekh rahi hai. Mana too kuch kaha bhi nahi akhir baat kya hai hnn. Kuch baat nahi hai voo too tera dimag ma yahi saab chalta rahta hai na iss liya . Tabhi Niya kahti hai kasa Mera bhi boyfriend asa hi hoo. Sara abb bss karo chalo sota hai kl jaldi bhi uthna hai naa chalo sota hai good night. Kuch dar baad Yuan ka msg ata hai . Sara Zoya aur Niya ko dekhti hai side change karti hai aur blanket ma Yuan ka msg dekhti hai.....

More Chapters