Chapter = 18
Vicky Yuan ko kahta hai tera pass bs yahi boring se kapda hai. Boring kaha hai dekh kya acha ni lgg raha. Bilkul bhi nahi . Acha Wasa Mera pas ek aur wardrobe hai par un kapdo ko ma itna use nahi karta hu. Arr bhai tuu muja dekha fer maa btata hu ki vo kapda pahna hai ya nahi...
Jasa hi Yuan apna dusra wardrobe ko kholta hai Vicky ki aankhein khuli ki khuli raha gyi . Kuki voo Sara ek dam branded aur fashion ka kapdo ki bhari hui thi.Bhai tuna abb taak yaa kaha chupaka rakha hua tha. Vicky unma saa tin char jackets nikalta hai aur kahta hai bhai yaa achi lgg rahi hai. Aur kuch dar baad Vicky apna ghar chala jata hai. Tabhi Sara Yuan ko call karti hai aur voo dono kuch dar taak bata karta hai ki packing ho gyi kya ....
Yuan se bara karta karta Sara ko nid aa jati hai. Agli subh voo late se uthti hai. Jaldi jaldi tayar hoti hai mom app na muja uthaya ku nahi apko pta hai na ajj Mera trip jaa raha hai. Maa too uthana ayi thi par tuja koi soti ko utha sakta hai kya raat ko late soyi hogi . Ok ok mom abb ma jaldi jaldi tayar ho jati hu. Aja breakfast kar la thoda sa nahi mom maa Wasa hi late ho gyi hu breakfast ka time nahi hai . Tabhi Sara ka papa bolta hai aja maa tuja car ma chod deta hu. Sara dad app na too bacha liya werna ajj too maa late ho jati hn hn chalo abb jaldi se saman car ma rakh warna hum such ma late ho jaya gaa. Yuan aur baki saab Sara ka wait kar raha hota hai. Teacher gussa se Zoya aur Niya ko puchta hai ki abhi taak Sara ku nahi ayi hai kya usa trip par nahi jana hai kya. Arr sir app gussa maat kija voo bus ati ho hoo gii ...
Yuan road ki taraf dekh raha hota hai tabhi Vicky kahta hai bhai tension maat la Sara ati hi hoo gii .
Zoya Sara ko call karti hai Sara tuu kaha par hai Mr.Shen bhot hi gussa ma hai sabhi bacha aa gya hai bss ek tuu hi bachi hai. Maa bss puch hi gayi hu bss 5 minutes ma okk jaldi aa....
"Dad app jaldi chalo naa hn beta bss puch hi gya hum."
Sara car se utari hai sorry guys sorry sir . Hn hn chalo abb saab bacha bus ma batho kya ho gay tha tuu itni late kasa ho gyi kuch ni bss ajj late see aankh khuli . Chalo abb saab bacha bus maa baith jata hai. Sara Zoya aur Niya last se char sit aga baithi thi aur Yuan unka picha baitha tha.....
Bus chalti hai bacha gana gata hai masti majak karta hua aga badta hai. Zoya aur Niya apna apna snakes nikalta hai aur kahta hai loo Sara tuna ajj breakfast nii kiya ho gaa naa kuch kha lata hai . Sara love you yaar sai maa mana ajj breakfast nii kiya trip kachakar ma ekk to pahal hi late suchi maa bhot bukh lgi hai. Yaa sunta hi Yuan picha se Sara ko apna lunch box deta hai jisa Sara thodi shy hoo jati hai . Niya kya hua Sara tera chara red ku ho gya kuch bhi too nii yaa too bss na bus ma garami se hoo gyi hai naa thodi hai garmi too hai ...
Ek minute tuu ya lunch box kaab layi phala too nahi tha tera pass . Oh acha yaa lunch box yaa to mom pichli saal laka ayi thi . Bss kabhi tumha dekana ka moka hi nii mila. Acha kya diya hai aunty naa . Sara lunch box kholti hai aur dekhti hai ya to uska favourite spring roll hai . Tabhi Zoya aur Niya Lana lgti hai bss ek ek hi Lana . Arr tuu kaab se kanjus hoo gyi nahi voo muja bhuk jyada lgi hai naa ok ok . Sara Yuan ko thanks ka msg bhejti hai. Rasta thoda lamba tha too sabhi koo nid aa jati hai . Thodi dar taak dono phone par baata karta hai ki achanak se Vicky uth kar kahta hai ki bro tuu kaab se phone par lga hua hai kya hua. Kuch nahi hua hai tuja nid aa rahi hai naa tuu soo jaa....
Sara window side baith hoti hai. Nid maa uska sarr window se takrana waala hi hota hai tabhi Yuan haith lga leta hai . Pura rasta Yuan Sara ka sarr ko apna haith par rakha hi soo jata hai . Kuch dar baad sabhi final destination par pohoch jata hai. Sara dekhti hai ki uska sarr Yuan ka haith par rakha hua hota hai voo bina kuch kaha apna sarr dusri side kar leti hai.....
Sir sabhi bacho koo bus se utana ka liya kahta hai . Utarna kaa baad Yuan apna hath ka shoulder par hath lgata hua thoda ghumata hai Vicky kya hua bro hath maa dara hai kya. Tabhi Sara uski taraf dekhti hai Yuan ek daam se hath ko nicha kar lata hai . Voo maan hi maan sochti hai kii voo asa kaab se uska saar ko rakha hua tha....
Mr.Shen kahta hai ki sabhi bacha ek sath raha gaa koi bhi bina meri permission idhar udhar nahi jaya gaa . Kuki pass hi maa jangle lgta hai jaha par danger ho sakta haismj maa ayi sabhi koo . Yes sir . Aur agar kahi Jana hai too muja ya fir kisi ko bta kar jaya gaa ok. Ok sir. Chalo abb sabhi apna apna room dekh loo thodi dar baad raat ho jaya gii hum saab . Bone fire jalaya gaa okk . Sabhi ek room ma do do aur tin tin bacha tha. Zoya Niya aur Sara ek hi room maa thi . Tino room maa jata hi bed par laate jati hai fir bed par jump karti hai. Aur dusri taraf Yuan aur Vicky bhi ek hi room maa tha . Vicky room maa jata hi bed par laate jata hai aur kahta hai .....
